Magar Meri Jaan Suno Kehana Lyrics, Singer & Song Details

Dulha Mil Gaya 2010 album cover

Dulha Mil Gaya 2010 Album Details

Mudassar Aziz
Lalit Pandit
Mudassar Aziz
Sushmita Sen, Fardeen Khan, Ishita Sharma

album songs
Magar Meri Jaan Suno Kehana
Singer : Anushka Manchanda

Magar Meri Jaan Suno Kehana Lyrics

Song Lyrics = Magar Meri Jaan Suno Kehana
Movie or Album = Dulha Mil Gaya (2010)
Singer(s) = Anushka Manchanda
Music Director(s) = Lalit Pandit
Lyricist(s) = Muddassar Aziz

Mp3 Song Lyrics

((la la la la la la.....

umar athara najar khatara adaaye wallaah
ho itani khubsurat tum ki mashaah allaah
tumhaari aankhein jo dekhein dil ko phenke, jaan karein fida
tumhaari julfon mein khoke, khaaye dhoke, jag se keh de alvida
(magar meri jaan suno kehana, ki easy nahi hai dil ki lagi
bahot mushkil hai dulha milana) - (2)

(najar na jigar na dil ke asar se, akal se karate hai pyaar
mile kisiko na mauka dubaara, aisa karo koi waar) - (2)
tir chalaake style se dil todo, yeh lo ?? abb chhodo
(magar meri jaan suno kehana, ki easy nahi hai dil ki lagi
bahot mushkil hai dulha milana) - (2)

(aankhein nishaane pe ho jo tumhaari, dil control mein ho
jaanega kaise bhala woh bichaara ke tum love role mein ho) - (2)
aisa chakkar hum chalaayenge yaara, samarpreet ban jaayegi jamaana
(magar meri jaan suno kehana, ki easy nahi hai dil ki lagi
bahot mushkil hai dulha milana) - (2)
umar athara najar khatara adaaye wallaah
ho itani khubsurat tum ki mashaah allaah
tumhaari aankhein jo dekhein dil ko phenke, jaan karein fida
tumhaari julfon mein khoke, khaaye dhoke, jag se keh de alvida
(magar meri jaan suno kehana, ki easy nahi hai dil ki lagi
bahot mushkil hai dulha milana) - (2) ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Magar Meri Jaan Suno Kehana

Magar Meri Jaan Suno Kehana is a song from Dulha Mil Gaya 2010. It is sung by Anushka Manchanda. Lyrics are credited to Mudassar Aziz. Music information: Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Dulha Mil Gaya 2010 album song list for more songs and album details.