Madhuban Khushboo Deta Hai Mal Lyrics, Singer & Song Details

Saajan Bina Suhagan 1978 album cover

Saajan Bina Suhagan 1978 Album Details

Sawan Kumar Tak
Usha Khanna
Shyamalal Babu Rai
Rajendra Kumar, Nutan, Vinod Mehra

album songs
Madhuban Khushboo Deta Hai Mal
Singer : Yesudas

Madhuban Khushboo Deta Hai Mal Lyrics

Song Title = Madhuban Khushboo Deta Hai Male
Movie/Album = Saajan Bina Suhagan 1978
Singer(s) = Yesudas
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Usha Khanna
Director = Sawan Kumar

Mp3 Song Lyrics

((madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
jina uska jina hai jo oro ko jiwan deta hai
madhuban khusbu deta hai

suraj na ban paye to
banke deepak jalta chal
suraj na ban paye to
banke deepak jalta chal
pul mile ya angare
sach ki raho pe chalta chal
pyar dilo ko deta hai
ashko ko daman deta hai
jina uska jina hai jo oro ko
jiwan deta hai
madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
madhuban khusbu deta hai

chalti hai laharake pawan
ke sans sabhi ki chalti rahe
chalti hai laharake pawan
ke sans sabhi ki chalti rahe
logo ne tyag diye jiwan
ke preet dilo me palti rahe
ke preet dilo me palti rahe
dil wo dil hai jo
oro ko apni dhadkan deta hai
jina uska jo oro ko jiwan deta hai
madhuban khusbu sagar jiwan deta hai
madhuban khusbu..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Madhuban Khushboo Deta Hai Mal

Madhuban Khushboo Deta Hai Mal is a song from Saajan Bina Suhagan 1978. It is sung by Yesudas. Lyrics are credited to Shyamalal Babu Rai. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Saajan Bina Suhagan 1978 album song list for more songs and album details.