Madhosiya Hai Tanhaiya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Basti 2003 album cover

Basti 2003 Album Details

Basharat Khan
Milind Sagar
Sudhakar Sharma
Sadashiv Amrapurkar, Liyaqat Bari, Brij Gopal

album songs
Madhosiya Hai Tanhaiya Hai
Singer : Sunidhi Chauhan, Udit Narayan

Madhosiya Hai Tanhaiya Hai Lyrics

Song Title = Madhoshiya Hai Tanhaiya Hai
Movie/album =Basti (2003)
Singers =Sunidhi Chauhan, Udit Narayan
Song Lyricists =Sudhakar Sharma
Music Composer =Milind Sagar
Director =Basharat Khan
Music Label =Venus Records
Release on =8th August, 2003

Mp3 Song Lyrics

((Madhosiya hai tanhaiya hai
Baho me aao sajan o sajan
Jhil si gehri aankho me teri
Aa dub jau sanam o sanam
Sanso me samil kar do tum sanso
Kano me keh do tum dil ki bate
Ye duriya tum mita do
Tumse hai kasam
Madhosiya hai tanhaiya hai
Baho me aao sajan o sajan

Tune chua aisa laga
Jaise koi jadu chala
Mai to diwani hui teri
O sajan ho milam
Hotho ki lali chura lunga sanam
Ye dil tera aashiq hua
Aisi nigaho se dekha hai tune
Chaya hai mujhpe nasha hi nasha
Ye kya hua ye jara jara sa dard hai
Dil me pyar ka
Madhosiya hai tanhaiya hai
Baho me aao sajan o sajan

Aanchal tera tan se uda
Pagal mera dil ye hua
Chodo bhi ab ye sharm
Ye sharm o sanam
Ji chahta ke baho me teri
Sara jahan mai bhula du
Tu kahe to tere liye mai
Jaan bhi apni luta
Mere piya kabhi na bhul payenge ham
Aaj ka milam

Madhosiya hai tanhaiya hai
Baho me aao sajan o sajan
Jhil si gehri aankho me teri
Aa dub jau sanam o sanam
Sanso me samil kar do tum sanso
Kano me keh do tum dil ki bate
Ye duriya tum mita do
Tumse hai kasam...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Madhosiya Hai Tanhaiya Hai Video

About Madhosiya Hai Tanhaiya Hai

Madhosiya Hai Tanhaiya Hai is a song from Basti 2003. It is sung by Sunidhi Chauhan, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sudhakar Sharma. Music information: Milind Sagar. Read the lyrics above and view the Basti 2003 album song list for more songs and album details.