Madhoshi Hai Madhoshi Lyrics, Singer & Song Details

Madhoshi 2004 album cover

Madhoshi 2004 Album Details

Tanveer Khan
Roop Kumar Rathod
Sita Menon
John Abraham, Bipasha Basu, Priyanshu Chatterjee, Naina Dhaliwal

album songs
Madhoshi Hai Madhoshi
Singer : Roop Kumar Rathod

Madhoshi Hai Madhoshi Lyrics

Song Title = Madhoshi Hai Madhoshi
Movie/Album = Madhoshi (2004)
Singers = Roop Kumar Rathod
Song Lyricists = Sita Menon
Music Composer = Roop Kumar Rathod
Director = Tanveer Khan

Mp3 Song Lyrics

((Madhoshi
Madhoshi hai, madhoshi hai, madhoshi hai,

madhoshi...
Madhoshi hai, madhoshi hai, tere chahat ki

madhoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, tere chahat ki

madhoshi hai
Tere ishq main jita marta hu, tere nama ka kalma

padhta hu
Tera noor mere peshani pe, tere husn ko sajda

karta hu
Kuchh khabar hai, kuchh bekhabar sa hu, kuchh

hosh kuchh behoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, tere chahat ki

madhoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, tere chahat ki

madhoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, madhoshi hai,

madhoshi...

Koi patta ped pe hil jaaye, koi phul shaakh pe

khil jaaye
Tere aankh se ek taara tute, meri khaakh me aake

mil jaye
Mere dil ko tabinda kar de, meri saans chala

jinda kar de
Kyun door talak sannata hai, kyun door talak

khamoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, tere chahat ki

madhoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, tere chahat ki

madhoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, madhoshi hai,

madhoshi...

Yado me tere khoya hoon main, aankhe hai khuli

soya hu main
Teri nazaron se ek jaam piya, ek pal me hajaro

saal jiya
Makhroor hai dil makhmoor hai dil, chahat ke

nashen main chur hai dil
Tera husn mera paimaana hai, teri chahat meri

maimoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, tere chahat ki

madhoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, tere chahat ki

madhoshi hai
Tere ishq main jita marta hu, tere nama ka kalma

padhta hu
Tera noor mere peshani pe, tere husn ko sajda

karta hu
Kuchh khabar hai, kuchh bekhabar sa hu, kuchh

hosh kuchh behoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, tere chahat ki

madhoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, tere chahat ki

madhoshi hai
Madhoshi hai, madhoshi hai, madhoshi hai,

madhoshi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Madhoshi Hai Madhoshi

Madhoshi Hai Madhoshi is a song from Madhoshi 2004. It is sung by Roop Kumar Rathod. Lyrics are credited to Sita Menon. Music information: Roop Kumar Rathod. Read the lyrics above and view the Madhoshi 2004 album song list for more songs and album details.