Madbhari Yeh Hawaayen Lyrics, Singer & Song Details

Anokha Daan 1972 album cover

Anokha Daan 1972 Album Details

Asit Sen
Salil Chowdhury
Yogesh Saxena
Archana, Kabir Bedi, Tarun Bose

album songs
Madbhari Yeh Hawaayen
Singer : Lata Mangeshkar

Madbhari Yeh Hawaayen Lyrics

Song Title = Madabhari Ye Hawaayein Paas Aayein
Movie/Album Name = ANOKHA DAAN
Singer(s) = LATA MANGESHKAR
Song Lyricists = Yogesh Saxena
Music Composer = Salil Chowdhury
Director = Asit Sen
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics


((madabhari ye hawaaein
madabhari ye hawaaein paas aaein
naam lekar mujhako ye bulaayein

madabhari ye hawaaein

madabhari ye hawaaein paas aaein
naam lekar mujhako ye bulaayein
[main ne raaton se kar li dosti taaron ke liye.
aur chura ke liya mainne ye din bahaaron ke liye].........[2]
ai zamin aasamaan mujhako do duwaaein
madabhari ye hawaaein
naam lekar mujhako ye bulaayein
madabhari ye hawaaein

[mainne laharon ki baahein thaam kar dhundhe hain bhanvar
saahilon pe kisi ajanabi ki talaashi hai dagar]......[2]
kaash le kar unhe laharein laut aaein
madabhari ye hawaaein..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Madbhari Yeh Hawaayen Video

About Madbhari Yeh Hawaayen

Madbhari Yeh Hawaayen is a song from Anokha Daan 1972. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Yogesh Saxena. Music information: Salil Chowdhury. Read the lyrics above and view the Anokha Daan 1972 album song list for more songs and album details.