Machal Gaya Haye Mera Dil Lyrics, Singer & Song Details

Haye Mera Dil 1968 album cover

Haye Mera Dil 1968 Album Details

Ved Madan
Usha Khanna
Anand Bakshi
Kishore Kumar, Kumkum, I.S. Johar

album songs
Machal Gaya Haye Mera Dil
Singer : Lata Mangeshkar

Machal Gaya Haye Mera Dil Lyrics

Song Title = Machal Gaya Haye Mera Dil
Movie/album = Haye Mera Dil (1968)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Usha Khanna
Director = Ved Madan
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Machal gaya
Machal gaya haye mera dil
Ho o o o
Mere liye huyi mushkil
Haye mera dil
Haye
Haye haye dil
Deewaana
Haaye mera dil
Haye
Haye haye dil
Machal gaya haye mera dil
Ho o o o
Mere liye huyi mushkil
Haye mera dil
Haye
Haye haaye dil

Dil ke machalne ka bas
Ye anjaam huaa
Dil ke machalne kaa bas
Main bhi badnaam hui
Ye bhi badnaam huaa
Ye bhi badnaam huaa
Gali gali mehfil mehfil
Ho o o o
Mere liye huyi mushkil
Haye mera dil
Haye
Haye haye dil
Deewaanaa
Haye mera dil
Haye
Haye haaye dil

Koi to baat hui
Kuchh to zuroor huaa
Koi to baat hui
Pehle kabhi na koi
Iss se qusoor huaa
Kuchh to zuroor huaa
Jaane kahaan kaun gaya mil
Ho o o o
Mere liye huyi mushkil
Haye mera dil
Haye
Haye haye dil
Deewaanaa
Haye mera dil
Haye
Haye haaye dil

Dil ne jo mujh se kaha
Main bhi wo maan gayee
Dil ne jo mujh se kaha
Mera qaraar gaya
Meri to jaan gayee
Meri to jaan gayee
Aise tadap gaya bismil
Ho o o o
Mere liye huyi mushkil
Haaye mera dil
Haye
Haye haye dil
Deewaanaa
Haye mera dil
Haye
Haaye haye dil
Machal gaya haye mera dil
Ho o o o
Mere liye huyi mushkil
Haye mera dil
Haye
Haye haaye dil...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Machal Gaya Haye Mera Dil

Machal Gaya Haye Mera Dil is a song from Haye Mera Dil 1968. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Haye Mera Dil 1968 album song list for more songs and album details.