Maat Pita Ka Naam Goonjta Lyrics, Singer & Song Details

Shravan Kumar 1946 album cover

Shravan Kumar 1946 Album Details

Ram Darayani
Bulo C. Rani
Wali Sahab
Chandramohan, Mumtaz Shanti, Phari Sanyal, Menaka Devi, K C Dey, Leela Mishra, G

album songs
Maat Pita Ka Naam Goonjta
Singer : Mahendra Kapoor

Maat Pita Ka Naam Goonjta Lyrics

Song Title = Maat Pita Ka Naam Goonjta
Movie/album = Shravan Kumar (1946)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Wali Sahab
Music Director = Bulo C. Rani
Director = Ram Darayani

Mp3 Song Lyrics

((Maat pita ka naam goonjta
Maat pita ka naam goonjta
Jiski aakhari saans mein
Koi aisa laal bataa de
Duniya ke itihaas mein
Duniya ke itihaas mein
Maat pita ka naam goonjta
Jiski aakhari saans mein
Koi aisa laal bataa de
Duniya ke itihaas mein
Duniya ke itihaas mein
Koi aisa laal bataa de

Katha shravan ki shravan karo
Har bol lagega pyaara
Chhalak uthegi kaano mein
Jaise amrut ki dhaara
Chhod andhera aa jaao
Chhod andhera aa jaao
Poonam ke purn prakaash mein
Koi aisa laal bataa de
Duniya ke itihaas mein
Duniya ke itihaas mein
Koi aisa laal bataa de

Ek taraf duniya ke sukh phir
Bhog vilaas ki maaya
Ek taraf maa baap ki seva
Karam yahin mann bhaya
Sukh mein dukh mein
Din mein raat mein
Sukh mein dukh mein
Din mein raat mein
Sadaa raha jo paas mein
Koi aisa laal bataa de
Duniya ke itihaas mein
Duniya ke itihaas mein
Koi aisa laal bataa de

Maat pita ka naam goonjta
Jiski aakhari saans mein
Koi aisa laal bataa de
Duniya ke itihaas mein
Duniya ke itihaas mein
Koi aisa laal bataa de.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Maat Pita Ka Naam Goonjta

Maat Pita Ka Naam Goonjta is a song from Shravan Kumar 1946. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Wali Sahab. Music information: Bulo C. Rani. Read the lyrics above and view the Shravan Kumar 1946 album song list for more songs and album details.