Maana Ke Hum Yaar Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Meri Pyaari Bindu 2017 album cover

Meri Pyaari Bindu 2017 Album Details

Akshay Roy
Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi
Kausar Munir
Ayushmann Khurrana, Parineeti Chopra

album songs
Maana Ke Hum Yaar Nahin
Singer : Parineeti Chopra

Maana Ke Hum Yaar Nahin Lyrics

Song Title = Maana Ke Hum Yaar Nahin
Movie/album = Meri Pyaari Bindu (2017)
Singers = Parineeti Chopra
Song Lyricists = Kausar Munir
Music Director = Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi
Director = Akshay Roy

Mp3 Song Lyrics

((Maana ke hum yaar nahin
Lo tay hai ke pyaar nahin
Maana ke hum yaar nahin
Lo tay hai ke pyaar nahin
Phir bhi naazre na tum milana
Dil ka aitbaar nahi
Maana ke hum yaar nahin..

Raastein mein jo milo to
Haath milaane ruk jaana
Ho oo sath mein koi ho tumhare
Durr se hi tum muskana
Lekin muskan ho aisi
Ke jismein ikraar nahin
Lekin muskan ho aisi
Ke jismein ikraar nahin
Nazron se na karna tum bayann
Woh jisse inkaar nahi
Maana ke hum yaar nahin..

Phool jo bandh hai panno mein toh
Usko dhool bana dena
Baate cheede toh meri kahin to
Usko bhool bata dena
Lekin woh bhool ho aisi
Jise bezaar nahin
Lekin woh bhool ho aisi
Jise bezaar nahin
To jo soye toh meri tarha
Ik pal bhi karaar nahi
Maana ke hum yaar nahin..))

Posted By : {Soni Kumari}

About Maana Ke Hum Yaar Nahin

Maana Ke Hum Yaar Nahin is a song from Meri Pyaari Bindu 2017. It is sung by Parineeti Chopra. Lyrics are credited to Kausar Munir. Music information: Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi. Read the lyrics above and view the Meri Pyaari Bindu 2017 album song list for more songs and album details.