Maa Ka Man Mamta Lyrics, Singer & Song Details

Amba 1990 album cover

Amba 1990 Album Details

Mohan Kumar
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri

album songs
Maa Ka Man Mamta
Singer : Mohammed Aziz, Anuradha

Maa Ka Man Mamta Lyrics

Song Lyrics Title = Ma Ka Man Mamta Ka Mandir
Song Lyrics Movie = Amba (1990)
Singers = Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Lyricist =Anand Bakshi
Music Director =Laxmikant, Pyarelal
Film Producer = Mohan Kumar


Mp3 Song Lyrics

((Ma ka maan mamta ka mandir, maan ke andar tut gaya
Ma ka maan mamta ka mandir, maan ke andar tut gaya
Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya
Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya
Ma ka maan mamta ka mandir, maan ke andar tut gaya
Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya
Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya

Kuch bhi huya nikle na aansu, kuch bhi huya nikle na aansu
Aaj raha na dil par kabu, pichhe mudkar dekh jara tu
Pichhe mudkar dekh jara tu, dukh se tere, hath se mere
Sabar ka daman chhut gaya
Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya
Roye yashoda maiya, kanhiya ruth gaya

Shak ho to shak dur tu kar le, shak ho to shak dur tu kar le
Mujhko kahi se hath se tak le, pyar bahega khun ke badle
Pyar bahega khun ke badle, ye ek sach hai, ye hi sach hai
Ye sach kase chhut gaya, ye sach kase chhut gaya
Bas ma bas kuch aur na kahana, bas ma bas kuch aur na kahana
Mushkil hoga ye dukh sahana, bhig gaye mere bhi naina
Bhig gaye mere bhi naina, maf mujhe kar de tu hansh kar
Maf mujhe kar de tu hansh kar
Mai asvan me dub gaya, mai asvan me dub gaya...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Maa Ka Man Mamta Video

About Maa Ka Man Mamta

Maa Ka Man Mamta is a song from Amba 1990. It is sung by Mohammed Aziz, Anuradha. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Amba 1990 album song list for more songs and album details.