Looti Zindagi Aur Gham Lyrics, Singer & Song Details

Parvarish 1958 album cover

Parvarish 1958 Album Details

S Bannerjee
Dattaram Wadkar
Hasrat Jaipuri
Raj Kapoor, Mala Sinha, Mehmood, Lalita Pawar

album songs
Looti Zindagi Aur Gham
Singer : Lata Mangeshkar

Looti Zindagi Aur Gham Lyrics

Song Title = Looti Zindagi Aur Gham
Movie/Album = Parvarish (1958)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Dattaram Wadkar
Director = S. Bannerjee

Mp3 Song Lyrics

((Jahaanwaale tere ghar charaag jalate hain
Hamaare dil mein magar dil ke daag jalate hain
Looti jindagi aur gham muskuraaye
Tere iss jahaan se hum baaj aaye
Looti jindagi aur gham muskuraaye
Tere iss jahaan se hum baaj aaye
Looti jindagi

Gale humase milkar khushi ro rahi hai
Gale humase milkar khushi ro rahi hai
Chaman has raha hai kali ro rahi hai
Chaman has raha hai kali ro rahi hai
Haay
Dhali ik pal mein bahaaron ke saaye
Tere iss jahaan se hum baaj aaye
Looti jindagi

Giri bijaliya ghar banaane se pehale
Giri bijaliya ghar banaane se pehale
Jala aashiyaana sajaane se pehale
Jala aashiyaana sajaane se pehale
Haay
Ajab hai jamaana banaakar mitaaye
Tere iss jahaan se hum baaj aaye
Looti jindagi aur gham muskuraaye
Tere iss jahaan se hum baaj aaye
Looti jindagi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Looti Zindagi Aur Gham

Looti Zindagi Aur Gham is a song from Parvarish 1958. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Dattaram Wadkar. Read the lyrics above and view the Parvarish 1958 album song list for more songs and album details.