Loot Gai Ummeedon Ki Duniya Lyrics, Singer & Song Details

Jal Tarang 1949 album cover

Jal Tarang 1949 Album Details

Rajendra Sharma
Bhagatram Batish, Husnlal
Sarshar Sailani
Rehman, Geeta Bali, Shashikala, Ram Singh, Rajan Haksar, Shyama

album songs
Loot Gai Ummeedon Ki Duniya
Singer : Husnlal Batish,Lata Mangeshkar

Loot Gai Ummeedon Ki Duniya Lyrics

Song Title = Loot Gai Ummeedon Ki Duniya
Movie/Album = Jaltarang (1949)
Singers = Husnlal Batish, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sarshar Sailani
Music Director = Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director = Rajendra Sharma
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Loot gayi ummido ki duniya
Loot gayi ummido ki duniya
Khun hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Loot gayi ummido ki duniya

Bairi hai bedard zamana
Bairi hai bedard zamana
Har aasu hai ek fasana
Har aasu hai ek fasana
Sunne wala koi nahi
In dard bhare afsaano ka
Loot gayi ummido ki duniya
Khun hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Loot gayi ummido ki duniya

Naav bhawar me door kinara
Naav bhawar me door kinara
Nazar na aaye koi sahara
Nazar na aaye koi sahara
Khevan har ne dil ko hara
Zor bada tufaano ka
Loot gayi ummido ki duniya
Khun hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Loot gayi ummido ki duniya...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Loot Gai Ummeedon Ki Duniya

Loot Gai Ummeedon Ki Duniya is a song from Jal Tarang 1949. It is sung by Husnlal Batish,Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sarshar Sailani. Music information: Bhagatram Batish, Husnlal. Read the lyrics above and view the Jal Tarang 1949 album song list for more songs and album details.