Lonely Lonely Tere Lyrics, Singer & Song Details

Khiladi 786 2012 album cover

Khiladi 786 2012 Album Details

Ashish R Mohan
Himesh Reshammiya
None
Akshay Kumar, Asin, Himesh Reshammiya, Mithun Chakraborty

album songs
Lonely Lonely Tere
Singer : Hamsika Iyer, Yo Yo Honey

Lonely Lonely Tere Lyrics

Song Title = Lonely Lonely Tere
Movie/Album = Khiladi 786 (2012)
Singer = Himesh Reshammiya, Yo Yo Honey Singh & Hamsika Iyer
Director = Ashish R Mohan
Music Director = Himesh Reshammiya

Mp3 Song Lyrics

((Tujh se dur main bhi hoon majboor,
Dil ko sataye teri akhiyon ka noor,
Aah, bbat ye sachhi aaj tujh ko bataaun
bas tere liye main ye geet likhte jaaun
Din raat hi main inhe goongunaaun
Phone mein photo teri dekhu baari-baari
Ji Kardaa aa java main maar ke udaari,
O baawariyaa O baawariyaa

Main Kitna tanha-tanha
Lonely-Lonely tere bin O baawariyaa
Teri yaad yaad mein Teri yaad yaad mein
Teri yaad yaad mein tdpe jiya
O baawariyaa o baawariyaa
Main Kitna tanha-tanha
Lonely-Lonely tere bin O baawariyaa
Saanson mein, aankhon mein,
Neendon mein, Khaabon mein
Tu hi tu O baawariyaa
Teri yaad yaad mein teri yaad yaad mein

Teri yaad yaad mein tadpe jiyaaaa
O baawariyaa O Baawariyaa
Main Kitna tanha-tanha
Lonely-Lonely tere bin O Baawariyaa
Tujh se dur main bhi hoon majboot,
Dil Ko Sataye teri akhiyon ka noor,

Aaj, baat ye sachhi aaj tujh ko bataaun
Mujhe samajh ni aata duriyaan mitaaun
Bas tere liye main ye geet likhte jaaun
Din raat hi main inhe goongunaaun
Phone mein photo teri dekhu baari-baari
Ji Kaardaa aa java main maar ke udaari,

Jitna main bhoolna chahu,
Teri yaadein na dil se jati hain
Koi na koi connection hain
Jo meri neendon ko churati hain

Teri yaaaaad saath hain
Teri yaaaaad saath hain
Teri yaad yaad mein Teri yaad yaad mein
Teri yaad yaad mein tadpa jiyaaaa
O Bawaariyaa O baawaariyaa
Mian Kitna tanha-tanha
Lonely-Lonely tere bin O baawariyaa
Saanson mein, aankhon mein
Neendon mein, Khaabon mein

Tu hi tu I baawariyaa
Teri yaad yaad mein Teri yaad yaad mein
Teri yaad yaad meintadpe jiyaaa
O baawariyaaa O baawariyaa
Main Kitna tanha-tanha
Lonely-Lonely tere bin O baawariyaa....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Lonely Lonely Tere

Lonely Lonely Tere is a song from Khiladi 786 2012. It is sung by Hamsika Iyer, Yo Yo Honey. Lyrics are credited to None. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Khiladi 786 2012 album song list for more songs and album details.