London Mein India Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Hai Jalwa 2002 album cover

Yeh Hai Jalwa 2002 Album Details

David Dhawan
Himesh Reshammiya
Sudhakar Sharma
Salman Khan, Rishi Kapoor, Kader Khan, Amisha Patel, Rati Agnihotri, Sanjay Dutt

album songs
London Mein India
Singer : Pankaj Udhas, Sukhwinder Singh

London Mein India Lyrics

Song Title = London Mein India
Movie/album = Yeh Hai Jalwa (2002)
Singers = Pankaj Udhas, Sukhwinder Singh
Song Lyricists = Sudhakar Sharma
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = David Dhawan

Mp3 Song Lyrics

((Ek sitaara aisa chamka roshan hua jahan
Us tara ka naam hai pyaare mera hindustan
Purab ka paschim mein purab ka paschim mein
Ujala ho gaya oh london mein india ka bol baala ho gaya
Oh london mein india ka bol baala ho gaya
Purab ka paschim mein ujala ho gaya
London mein india ka bol baala ho gaya
London mein india ka bol baala ho gaya

Bade door se desh paraye pardesi aaye hain
Ho desi bande apne desh ka sandesha laaye hai
Yaaro uska kya kehna jis thi nek kamaai
Sachcha banda woh honnda jo jaane pir paraayi
Sun ke videsi mat wala ho gaya
London mein india ka bol baala ho gaya

Wahan ke rehne waale hum jahan pyaar dilo main basta
Kaise tootega yeh bandhan yeh hai pyaar ka rishtaa
Oh maine jaane kyon socha yeh desh paraya hai
Teri baatein sun ke mera dil bhar aaya hai
Oh tune jaane kyon socha yeh desh paraya hai
Oh achcha laga ki tera dil bhar aaya hai

Rishte naato se bandhni hai dor yeh jeevan ki
Mera is jivan pe mere bharat ka saya hai bharat ka saya hai
Oh yaar tera kissa to nirala ho gaya
London mein india ka bol baala ho gaya
Purab ka paschim mein ujala ho gaya
Ujala ho gaya oh london mein india ka bol baala ho gaya
London mein india ka bol baala ho gaya
London mein india ka bol baala ho gaya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About London Mein India

London Mein India is a song from Yeh Hai Jalwa 2002. It is sung by Pankaj Udhas, Sukhwinder Singh. Lyrics are credited to Sudhakar Sharma. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Yeh Hai Jalwa 2002 album song list for more songs and album details.