Logon Ka Dil Agar Lyrics, Singer & Song Details

Man Pasand 1980 album cover

Man Pasand 1980 Album Details

Basu Chatterjee
Rajesh Roshan
Amit Khanna
Dev Anand, Tina Munim

album songs
Logon Ka Dil Agar
Singer : Mohammad Rafi, Tina Munim

Logon Ka Dil Agar Lyrics

Song Title = Logon Ka Dil Agar
Movie/Album = Man Pasand
Singer(s) = Mohammad Rafi, Tina Munim
Song Lyricists = Amit Khanna
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Basu Chatterjee

Mp3 Song Lyrics

((Tina =
daatun Kaali Daatun

rafi =
(logon Ka Dil Agar Haan Jeet Na Tum Ko Hai To
bas Meetha Meetha Bolo) (2)

tina =
kaali Daatun... Dus-dus Paise Le Lo

rafi =
(chale Hai Jaise Kahin Sheeshe Pe Aari
kaano Ko Laage Hai Aawaaz Tumhaari) (2)
kehna Hai Kuch Agar To Bolo Mein Mishri Gholo
bas Meetha Meetha Bolo

tina =
aye Babu, Yeh Le Lo, Babu

rafi =
(sir Chhupaa Hai Jab Seena-e-dil Mein
jeet Tumhaari Hai To Phir Mushkil Mein) (2)
haq Se Tumhe Agar Haan Aage Badhna Hai To
bas Meetha Meetha Bolo

la Ra La La La (4)

sau Mein Se Ek Hai Baat Pate Ki
din Ho Surila To Raat Maze Ki

tina =
chup Khadus

rafi =
sau Mein Se Ek Hai Baat Pate Ki
din Ho Surila To Raat Maze Ki
apna Yeh Maal Agar Haan Bechanaa Tum Ko Hai To
bas Meetha Meetha Bolo

tina =
daatun Kaali Daatun

rafi =
logon Ka Dil Agar Haan Jeet Na Tum Ko Hai To
bas Meetha Meetha Bolo

tina =
kaali Daatun... Dus-dus Paise Le Lo..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Logon Ka Dil Agar

Logon Ka Dil Agar is a song from Man Pasand 1980. It is sung by Mohammad Rafi, Tina Munim. Lyrics are credited to Amit Khanna. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Man Pasand 1980 album song list for more songs and album details.