Log Sare Rahi Rasta Jahan Lyrics, Singer & Song Details

Manokaamnaa 1980 album cover

Manokaamnaa 1980 Album Details

Kedar Kapoor
Bappi Lahiri
Indeevar
Urmila Bhatt, Shail Chaturvedi, Kalpana Iyer

album songs
Log Sare Rahi Rasta Jahan
Singer : Bappi Lahiri

Log Sare Rahi Rasta Jahan Lyrics

Song Title = Log Sare Rahi Rasta Jahan
Movie/Album = Manokaamnaa (1980)
Singers = Bappi Lahiri
Song Lyricists = Indeevar
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Kedar Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((Log sare rahi rasata jaha
Sathi nahi koi kiska yaha
Log sare rahi rasata jaha
Sathi nahi koi kiska yaha
Sathi nahi koi kiska yaha

Dhadkan banke dil me rahe jo
Samjhe nahi wo dil ki juba
Janamo ka nata joda tha jinse
Todke chale wo pal me kaha
Log sare rahi rasata jaha
Sathi nahi koi kiska yaha

Sapne dekhe sawan ke humne
Kismat me to sehara raha
Aadhi uda ke le gayi badal
Man pyase ka pyasa raha
Log sare rahi rasata jaha
Sathi nahi koi kiska yaha
Sathi nahi koi kiska yaha

Kho jaye jaise ret me jharana
Jaise gagan ke bich dhuva
Aise kho gaye hum rasate me
Milata nahi hai khud ka nishan
Log sare rahi rasata jaha
Sathi nahi koi kiska yaha
Sathi nahi koi kiska yaha...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Log Sare Rahi Rasta Jahan

Log Sare Rahi Rasta Jahan is a song from Manokaamnaa 1980. It is sung by Bappi Lahiri. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Manokaamnaa 1980 album song list for more songs and album details.