Log Peete Hai Lyrics, Singer & Song Details

Faraar 1965 album cover

Faraar 1965 Album Details

Pinaki Bhushan Mukherji
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Kaifi Azmi
Anil Chatterjee, Balraj Sahni, Shabnam

album songs
Log Peete Hai
Singer : Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Log Peete Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Log Peete Hai
Song Lyrics Movie = Faraar (1965)
Singers = Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Song Lyricists = Kaifi Azmi
Music Composer = Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Mp3 Song Lyrics

((Log peete hain ladkhadaate hain
Dil se duniyaa ka gham mitaate hain
Log peete hain ladkhadaate hain
Dil se duniya ka gham mitaate hain
Ek ham hain ke teri mehfil mein
Pyaase aate hain pyaase jaate hain

Khush hain sab aur khushi nahin milti
Zinda hain zindagi nahin milti
Jal rahe hain charaag mein do ke
Jal rahe hain charaag mein do ke
Aur kahin raushni nahin milti
Raushni ka fareb khaate hain
Raushni ka fareb khaate hain
Pyaase aate hain pyaase jaate hain
Log peete hain ladkhadaate hain

Mehki mehki huyi fazaa ko salaam
Bahki bahki huyi hawaa ko salaam
In bahaaron se to bhali hai khizaan
In bahaaron se to bhali hai khizaan
In bahaaron ki har adaa ko salaam
Jinmein sau zakhm muskuraate hain
Jinmein sau zakhm muskuraate hain
Pyaase aate hain pyaase jaate hain
Log peete hain ladkhadaate hain
Dil se duniya ka gham mitaate hain
Ek ham hain ke teri mehfil mein
Pyaase aate hain pyaase jaate hain...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Log Peete Hai

Log Peete Hai is a song from Faraar 1965. It is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay. Lyrics are credited to Kaifi Azmi. Music information: Hemanta Kumar Mukhopadhyay. Read the lyrics above and view the Faraar 1965 album song list for more songs and album details.