Lele Dil Ko Dil Ko Lyrics, Singer & Song Details

Shahenshah 1953 album cover

Shahenshah 1953 Album Details

Amiya Chakrabarty
Sachin Dev Burman
Sahir Ludhianvi
Ranjan, Shakila, K N Singh, Ramesh Sippy, Cuckoo, Mukri, Achala Sachdev, Agha, K

album songs
Lele Dil Ko Dil Ko
Singer : Geeta Dutt

Lele Dil Ko Dil Ko Lyrics

Song Title = Lele Dil Ko Dil Ko
Movie/Album = Shahenshah (1953)
Singers = Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = Amiya Chakrabarty

Mp3 Songs Lyrics

((le le dil ko le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel

Ye husn ye jawani
Ye aag aur ye pani
Sab kuch tere liye hai
Aa teri maharbani
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel

Mahaka hua hai gulshan
Do char phul chun le
Ye bat hai phate ki
Ae mere yaar sun le
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel

Duniya ka gam bhula de
Dil ka salam leke
Ho ja kisi pe sadke
Allah ka naam leke
Dil de ke le le le le
Kismat ke hai ye mel
Kismat ke hai ye mel
Dil de ke le le le le...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Lele Dil Ko Dil Ko

Lele Dil Ko Dil Ko is a song from Shahenshah 1953. It is sung by Geeta Dutt. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Shahenshah 1953 album song list for more songs and album details.