Leke Main To Champa Lyrics, Singer & Song Details

Rut Rangeeli Ayee 1972 album cover

Rut Rangeeli Ayee 1972 Album Details

M M Pushkaran
Ratandeep Hemraj
Taj Daar Taj
Bharat Bhushan, Brahmachari, Bari, Ramesh Deo, Kanan Kaushal, Nana Palsikar, Mad

album songs
Leke Main To Champa
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Leke Main To Champa Lyrics

Song Title = Leke Main To Champa
Movie/album = Rut Rangeeli Ayee (1972)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Taj Daar Taj
Music Director = Ratandeep Hemraj
Director = M.M. Pushkaran

Mp3 Song Lyrics

((Le ke main to champa
Chameli babu
Le ke main to champa
Chameli babu
Raste mein khadi hu akeli babu
Laga de in kalio ke dam
O mere dilbar chhaliya
Laga de in kalio ke dam
O mere dilbar chhaliya

Haye champa ya chameli
Na man bhaye
Champa ya chameli na
Man bhaye
Gori tera komal badan
Man bhaye
Jawani kar de mere naam
O meri chhamak chhalo
Jawani kar de mere naam
O meri chhamak chhalo

Dil pe nahi hai kabu
Kaisa jadu tune kar dala
Are dhungi ha pede kaske
Aaya majnu bada dil wala
Tere sab nakhare hai
Thode din ke
Lunga sare badale
Main gin gin ke

Are champa ya chameli
Champa ya chameli na
Man bhaye
Gori tera komal badan
Man bhaye
Jawani kar de mere naam
O meri chhamak chhalo
Jawani kar de mere naam
O meri chhamak chhalo

Rang hai nasila jinaka
Layi aise chun ke phul bute
Tujh sa nahi hai koi
Tere aage sare rang jhuthe
Tu hai bada pakka
Sikari rasiya
Ke aaj tere aage
Main hari rasiya
Le ke main to champa
Le ke main to champa
Chameli babu
Raste mein khadi hu akeli babu
Laga de in kalio ke dam
O mere dilbar chhaliya
Laga de in kalio ke dam
O mere dilbar chhaliya..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Leke Main To Champa

Leke Main To Champa is a song from Rut Rangeeli Ayee 1972. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Taj Daar Taj. Music information: Ratandeep Hemraj. Read the lyrics above and view the Rut Rangeeli Ayee 1972 album song list for more songs and album details.