Le Gaya Dil Nikaal Ke Lyrics, Singer & Song Details

Warrant 1961 album cover

Warrant 1961 Album Details

Kedar Kapoor
Roshanlal Nagrath
Anand Bakshi
Ashok Kumar, Shakira, Dhumal, Helen

album songs
Le Gaya Dil Nikaal Ke
Singer : Asha Bhosle

Le Gaya Dil Nikaal Ke Lyrics

Song Title = Le Gaya Dil Nikal Ke Bin Pooche
Movie/album = Warrant (1961)
Singers = Asha Bhosle
Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Roshanlal Nagrath
Director = Kedar Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((Le gaya dil nikal ke bin puchhe
O bin puchhe anadi o anadi
De gaya gum kamal ke bin mange
O bin mange anadi anadi

Kal sadak par mil gaya tha ek begana
Kal sadak par mil gaya tha ek begana
Mujhse bola mangta hu tujhko apnana
Dar gayi main mar gayi main
Kar gayi main haye
Khel hkela kamal ke
Khel hkela kamal ke naino ka
Ho naino ka khiladi anadi
De gaya gum kamal ke bin mange
O bin mange anadi anadi

Roop mera fir milaya chand taaro se
Roop mera fir milaya chand taaro se
Pyar apna fir milkaya gulbaharo se
Maine jana hai deewana tha sayana haye
Rakhte kab tak sambhal ke
Rakhte kab tak sambhal ke
Khud ko mai ho khud ko mai bechari anadi
De gaya gum kamal ke bin mange
O bin mange anadi anadi

Aankho aanhko maine bheji ki pyar ki arzi
Aankho aanhko maine bheji ki pyar ki arzi
Baato baato mein na puchhi pyar ki marzi
Majnu chaila dil ka pyala bola haye
Mana bulbul ko dal ke
Mana bulbul ko dal ke
O pinjare mein o poinjare mein shikari..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Le Gaya Dil Nikaal Ke

Le Gaya Dil Nikaal Ke is a song from Warrant 1961. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Warrant 1961 album song list for more songs and album details.