Laut Gaya Gam Ka Lyrics, Singer & Song Details

Naya Aadmi 1956 album cover

Naya Aadmi 1956 Album Details

C P Dixit
None
None
Anjali Devi, Helen, Taraka Rama Rao Nandamuri

album songs
Laut Gaya Gam Ka
Singer : Lata Mangeshkar, Hemant Kumar

Laut Gaya Gam Ka Lyrics

Song Title = Laut Gaya Gam Ka
Movie/Album = NAYA AADMI
Singer = Lata Mangeshkar, Hemant Kumar

Mp3 Song Lyrics

((he = a a a a
la = a a a a

la = laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana
he = laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana

he = duur gagan mein dekho chamke
aashaaon ke taare aashaaon ke taare
jhilmil pyaare pyaare
la = badli mein chhupkar taaron ke sang
chanda kare ishaare chanda kare ishaare
do = kiski lagan me aaj pavan hain
baagon mein ithalaati

laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana

la = raat nayi har baat nayi hain
naya naya hai zamaana
kaisa sama suhaana
kaisa sama suhaana
he = gaaye chandaniya dheere dheere
preet bhara afsaana
preet bhara afsaana
la = aaj mere chote se man mein
aasha hai muskaati

do = laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Laut Gaya Gam Ka

Laut Gaya Gam Ka is a song from Naya Aadmi 1956. It is sung by Lata Mangeshkar, Hemant Kumar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Naya Aadmi 1956 album song list for more songs and album details.