Laundiya Ke Pallu Mein Lyrics, Singer & Song Details

Waisa Bhi Hota Hai 2003 album cover

Waisa Bhi Hota Hai 2003 Album Details

Shashanka Ghosh
Saibal Basu, Abhinay Dhar
Virag Mishra, Abhinay Dhar
Arshad Warsi, Prashant Narayanan, Sandhya Mridul

album songs
Laundiya Ke Pallu Mein
Singer : Rabbi Shergill

Laundiya Ke Pallu Mein Lyrics

Song Title = Laundiya Ke Pallu Mein
Movie/album = Waisa Bhi Hota Hai (2003)
Singers = Rabbi Shergill
Lyricist = Virag Mishra, Abhinay Dhar
Music Director = Saibal Basu, Abhinay Dhar

Mp3 Song Lyrics

((Laundiya ke pallu mein se
Gau ki bu aawe
Gobar ki nali mein ek
Chhota sa suwar bhage
Kya kare beibay lut gaye hum to
Haar gaye beibay thak gaye hum to
Hai nahi hum mein dam

Laundiya ka kangana hai jo
Dugdugi bazave
Bandariya ka nach nache
Aur bhukhe so jave
Kya kare beibay apni to lag gayi hai
Haar gayi darling sabki satak gayi
Hai nahi hum mein dam

Laundiya ki bindiya pe se
Pasina tapke re
Khushre jo kurshi pe hai
Bidak ke lapke re
Tabhi to haar gaye chaudhari
Pighal gaye hum sharam se
Chullu bhar paani mein hum to
Dub gaye kasam se
Hai nahi hum mein dam

Kya kare beibay lut gaye hum darling
Haar gaye beibay thak gaye hum to
Hai nahi hum mein dam

Laundiya ki payal hai jo
Bande ko bandhe
Jhakad ke jat pakde
Langde ho jave
Laundiya ke pallu mein se
Laundiya ke pallu mein se
Laundiya ka kangana hai jo
Laundiya ka kangana hai jo
Laundiya ki bindiya pe se
Laundiya ki bindiya pe se
Laundiya ki payal hai jo
Laundiya ki payal hai jo))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Laundiya Ke Pallu Mein

Laundiya Ke Pallu Mein is a song from Waisa Bhi Hota Hai 2003. It is sung by Rabbi Shergill. Lyrics are credited to Virag Mishra, Abhinay Dhar. Music information: Saibal Basu, Abhinay Dhar. Read the lyrics above and view the Waisa Bhi Hota Hai 2003 album song list for more songs and album details.