Lalkaar Sarfaroshi Ki Lyrics, Singer & Song Details

Rang De Basanti 2006 album cover

Rang De Basanti 2006 Album Details

Rakeysh Omprakash Mehra
Raj Ratan
Jan Nisar Akhtar
Aamir Khan, Siddharth, Sharman Joshi, Kunal Kapoor, Atul Kulkarni, Alice Patten,

album songs
Lalkaar Sarfaroshi Ki
Singer : Aamir Khan

Lalkaar Sarfaroshi Ki Lyrics

Song Title = Lalkaar Sarfaroshi Ki
Movie/album = Rang De Basanti (2006)
Singers = Aamir Khan
Song Lyricists = Jan Nisar Akhtar
Music Director = Raj Ratan
Director = Mohammed Hussain

Mp3 Song Lyrics

((Hai liye hathiyaar dushman taak mein baitha udhar
Aur hum taiyyaar hain seena liye apna idhar
Khoon se khelenge holi gar vatan muskhil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai
Haath jin mein ho junoon katt te nahi talvaar se
Sar jo uth jaate hain voh jhukte nahi lalkaar se
Haath jin mein ho junoon katt te nahi talvaar se
Sar jo uth jaate hain voh jhukte nahi lalkaar se
Aur bhadkega jo shola-sa humaare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai
Hum to ghar se nikle hi the baandhkar sar pe qafan
Chaahatein liin bhar liye lo bhar chale hain ye qadam
Zindagi to apni mehmaan maut ki mehfil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai
Dil mein tuufaanon ki toli aur nason mein inquilaab
Hosh dushman ke udaa denge humein roko na aa
Duur reh paaye jo humse dam kahaan manzil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Lalkaar Sarfaroshi Ki

Lalkaar Sarfaroshi Ki is a song from Rang De Basanti 2006. It is sung by Aamir Khan. Lyrics are credited to Jan Nisar Akhtar. Music information: Raj Ratan. Read the lyrics above and view the Rang De Basanti 2006 album song list for more songs and album details.