Lakhon Ki Hai Baat Lyrics, Singer & Song Details

Lakhon Ki Baat 1984 album cover

Lakhon Ki Baat 1984 Album Details

Basu Chatterjee
Manas Mukherjee
Yogesh Gaud
Basu Chatterjee, Sanjeev Kumar Farooq Shaikh, Anita Raj

album songs
Lakhon Ki Hai Baat
Singer : Alka Yagnik, Shakti Thakur

Lakhon Ki Hai Baat Lyrics

Song Title = Laakhon Ki Hai Baat
Movie/album = Lakhon Ki Baat (1984)
Singers = Alka Yagnik, Shakti Thakur
Lyricist = Yogesh Gaud
Music Director = Manas Mukherjee
Film Director = Basu Chatterjee

Mp3 Song Lyrics

((Kismat khul gyai re
Daulat mil gayi re
Haa liya jo aade haath
Daal yeh gal gayi re
Noto ki pal mein hui barsaat
Do chaar dus ki nahi
Laakhon ki hai baat
Kismat khul gyai re
Daulat mil gayi re
Haa liya jo aade haath
Daal yeh gal gayi re
Kismat khul gyai re

Maine jo dekha tha sapna suhan
Mere hi geeto ko sunega zamana
Aawaz gunjegi jab yeh meri
Gahr to yeh jhoomega hoke deewana
Deewana deewana
Maine jo dekha tha sapna suhan

Main sur ki malika hun geeto ki rani
Albele raago ki hun zindagani
Main sur ki malika hun geeto ki rani
Albele raago ki hun zindagani
Maine jalaye gaakar diye
Maine bin badal barsaya paani
Main sur ki malika hun geeto ki rani

Suhana din aaya hai aaha
Jo khushiya laya hai aaha
Suhana din aaya hai aaha
Jo khushiya laya hai aaha
Meri hi taqdeero ne
Yeh jalwa dikhaya hai
Noto ki pal mein hui barsaat
Do chaar dus ki nahi
Laakhon ki hai baat
Kismat khul gyai re
Daulat mil gayi re
Haa liya jo aade haath
Daal yeh gal gayi re...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Lakhon Ki Hai Baat

Lakhon Ki Hai Baat is a song from Lakhon Ki Baat 1984. It is sung by Alka Yagnik, Shakti Thakur. Lyrics are credited to Yogesh Gaud. Music information: Manas Mukherjee. Read the lyrics above and view the Lakhon Ki Baat 1984 album song list for more songs and album details.