Lakhon Hasin Meri Nazar Lyrics, Singer & Song Details

Main Khiladi Tu Anari 1994 album cover

Main Khiladi Tu Anari 1994 Album Details

Sameer Malkan
Anu Malik
Rahat Indori
Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Shilpa Shetty, Raageshwari, Shakti Kapoor, Kader Kh

album songs
Lakhon Hasin Meri Nazar
Singer : Asha Bhosle, Kumar Sanu

Lakhon Hasin Meri Nazar Lyrics

Song Title = Lakhon Hasin Meri Nazar
Movie/Album = Main Khiladi Tu Anari (1994)
Singers = Asha Bhosle, Kumar Sanu
Song Lyricists = Rahat Indori
Music Composer = Anu Malik
Director = Sameer Malkan
Music Label = Venus Records

Mp3 Song Lyrics

((La la laa laa laa laa laa laa
La la la laa la laa la laa

Bas aap pehli baar dil mein utar gaye
Laakhon haseen meri nazar se guzar gaye
Bas aap pehli baar dil mein utar gaye
Laakhon jawaan meri nazar se guzar gaye
Bas aap pehli baar dil mein utar gaye
Laakhon haseen meri nazar se guzar gaye
Tanha tha raat din main aap ke bina
Har ek pal aap ki dil ko talaash thi

Ek roz milenge aap, kehti thi dhadkanein
Betaab zindagi ko milne ki aas thi
Milne se aap ke hum to nikhar gaye

Bas aap pehli baar dil mein utar gaye
Laakhon jawaan meri nazar se guzar gaye
Chaahat mein aap ki chhaaya hai voh nasha
Main naam aap ka likhta hoon har jaga

Denge na dil kisi ko, yeh khaayi thi kasam
Dekha jo aap ko to tod di kasam
Deewana humko aap ek pal mein kar gaye

Bas aap pehli baar dil mein utar gaye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Lakhon Hasin Meri Nazar

Lakhon Hasin Meri Nazar is a song from Main Khiladi Tu Anari 1994. It is sung by Asha Bhosle, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Rahat Indori. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Main Khiladi Tu Anari 1994 album song list for more songs and album details.