Laila Mar Gayi Lyrics, Singer & Song Details

Uttar Dakshin 1987 album cover

Uttar Dakshin 1987 Album Details

Prabhat Khanna
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jackie Shroff, Rajinikanth, Anupam Kher, Madhuri Dixit, Bharathi, Lalita Pawar

album songs
Laila Mar Gayi
Singer : Alka Yagnik

Laila Mar Gayi Lyrics

Song Title = Laila Mar Gayi
Movie/Album = Uttar Dakshin (1987)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists =Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Prabhat Khanna

Mp3 Song Lyrics

((Laila mar gayi sooni dub gayi
Laila mar gayi sooni dub gayi
Ab hai meri baari
Tere mere pyaar ke dushman
Tere mere pyaar ke dushman
Hai ye duniya saari

Laila mar gayi sooni dub gayi
Ab hai meri baari
Tere mere pyaar ke dushman
Hai ye duniya saari
Laila mar gayi sooni dub gayi
Ab hai meri baari

Mujhmein aur mere dil mein
Kitane din takraar hui
Mujhmein aur mere dil mein
Kitane din takraar hui
Pyaar karun ya na karun
Baat hazaro baar chali
Dil ye kiska zor chale
Dil jeeta main haari
Laila mar gayi sooni dub gayi
Ab hai meri baari
Tere mere pyaar ke dushman
Hai ye duniya saari

Tere mere bicha mein
Ye jag na aajaye sajna
Tere mere bicha mein
Ye jag na aajaye sajna
Jaldi se sindoor lagade
Pahenade mujhko kangana
Logo tak pahuchi hai
Ab ye baat hamari

Laila mar gayi sooni dub gayi
Laila mar gayi sooni dub gayi
Ab hai meri baari
Tere mere pyaar ke dushman
Hai ye duniya saar...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Laila Mar Gayi

Laila Mar Gayi is a song from Uttar Dakshin 1987. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Uttar Dakshin 1987 album song list for more songs and album details.