Lahoo Ko Lahoo Pukaarega I Lyrics, Singer & Song Details

Geetaa Mera Naam 1974 album cover

Geetaa Mera Naam 1974 Album Details

Sadhana
Laxmikant, Pyarelal
Rajendra Krishan
Sunil Dutt, Sadhana, Feroz Khan

album songs
Lahoo Ko Lahoo Pukaarega I
Singer : Mohammed Rafi

Lahoo Ko Lahoo Pukaarega I Lyrics

Song Title = Lahoo Ko Lahoo Pakrega I
Song Lyrics Movie = Geeta Mera Naam (1974)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Sadhana Nayyar

Mp3 Song Lyrics

((Lahu ko lahu pukarega
Lahu ko lahu pukarega
Lahu ko lahu pukarega
Janam janam ka bandhan
Rag rag me mauje marega
Lahu ko lahu pukarega
Lahu ko lahu pukarega

Ik surat ke ho sakte hai kaise do begane
Ik surat ke ho sakte hai kaise do begane
Aankhe to pahchan rahi hai lekin dil na mane
Sach to sach hai
Sach to sach hai
Juth kaha tak apne paav pasarega
Lahu ko lahu pukarega
Lahu ko lahu pukarega

Kaha bichadi or kaha pe aaj mili santan
Kaha bichadi or kaha pe aaj mili santan
Dil hi dil me umad raha hai mamta ka tufan
Aasu to aasu to pi jaye koi
Ji ko kaise marega
Lahu ko lahu pukarega
Lahu ko lahu pukarega

Khun ki do bundo ka sangam
Rakhi ka bandhan
Khun ki do bundo ka sangam
Rakhi ka bandhan
Ye kya jane ek god me khela inka bachpan
Ab tak jeet ho
Ab tak jeet samay ki lekin
Samay bhi ek din harega
Lahu ko lahu pukarega
Lahu ko lahu pukarega.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Lahoo Ko Lahoo Pukaarega I

Lahoo Ko Lahoo Pukaarega I is a song from Geetaa Mera Naam 1974. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Geetaa Mera Naam 1974 album song list for more songs and album details.