Lahoo Banke Aansoo Lyrics, Singer & Song Details

Mujhse Shaadi Karogi 2004 album cover

Mujhse Shaadi Karogi 2004 Album Details

David Dhawan
None
None
Salman Khan, Akshay Kumar, Priyanka Chopra

album songs
Lahoo Banke Aansoo
Singer : Sonu Nigam, Alka Yagnik

Lahoo Banke Aansoo Lyrics

Song Title = Lahoo Banke Aansoo
Movie/Album = MUJHSE SHAADI KAROGI
Singer(s) = Shabaab Sabri, Sonu Nigam, Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((Rabba mere rabba
Rabba mere rabba, yeh kya ho gaya hai
Mera yaar mujhse judaa ho gaya hai
Judaa ho gaya hai

Ho, dil apna dena khata ho gaya hai
Tujhe pyaar karna saza ho gaya hai
Saza ho gaya hai
Ho, tujhe is tarah se yaad karne lage hai
Tujhe is tarah se yaad karne lage hai
Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

Mohabbat se hum bhi ab to darrne lage hai - 2
Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

Yeh judaai beqaraari, haai yeh majbooriyaan
Har kadam par saath hongi ab meri tanhaaiyaan

Ab zamaana jaan lega pyaar ki dushvaariyaan
Meri dushman ban gayi hai meri hi parchhaaiyaan

Khushi ke liye hum ab tarasne lage hai - 2
Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

Ho gaye hum kitne tanha pyaar mein dil haarke
Das rahi hai yeh judaai bin sajan bin pyaar ke

Yaad humko aa rahe hain chaar din voh pyaar ke
Voh adaayein voh sharaarat, haai jalwe yaar ke

Ho, judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hai
Judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hai
Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

Dil apna dena khata ho gaya hai
Tujhe pyaar karna saza ho gaya hai
Saza ho gaya hai
Ho, tujhe is tarah se yaad karne lage hai
Tujhe is tarah se yaad karne lage hai
Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Lahoo Banke Aansoo

Lahoo Banke Aansoo is a song from Mujhse Shaadi Karogi 2004. It is sung by Sonu Nigam, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mujhse Shaadi Karogi 2004 album song list for more songs and album details.