Lagta Nahin Hai Dil Mera Lyrics, Singer & Song Details

Lal Killa 1960 album cover

Lal Killa 1960 Album Details

Nanubhai Bhatt
S. N. Tripathi
Bahadur Shah Zafar
Jairaj, Nirupa Roy, Tiwari Kumar, Helen

album songs
Lagta Nahin Hai Dil Mera
Singer : Mohammed Rafi

Lagta Nahin Hai Dil Mera Lyrics

Song Title = Lagta Nahin Hai Dil Mera
Movie/album = Lal Kuila (1960)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Bahadur Shah Zafar
Music Composer = S. N. Tripathi
Director = Nanubhai Bhatt
Starring = Jairaj, Nirupa Roy, Tiwari Kumar, Helen

Mp3 Song Lyrics

(( Lagta nahi hai dil mera
Ujde dayar mein
Kis ki bani hai aalame
Na payedar mein

Keh do in hasrato se
Kahi aur ja base
Itni jagah kahan hai
Dile dagdaar mein
Itni jagah kahan hai
Dile dagdaar mein

Umre daraz mang ke
Laye the char din
Do aarzu mein kat gaye
Do intazaar mein
Do aarzu mein kat gaye
Do intazaar mein

Kitna hai badnasib
Zafar dafn ke liye
Kitna hai badnasib
Zafar dafn ke liye
Do gaz zamin bhi
Na mili kue yaar mein
Do gaz zamin bhi
Na mili kue yaar mein
Lagta nahi hai dil mera
Ujde dayar mein.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Lagta Nahin Hai Dil Mera

Lagta Nahin Hai Dil Mera is a song from Lal Killa 1960. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Bahadur Shah Zafar. Music information: S. N. Tripathi. Read the lyrics above and view the Lal Killa 1960 album song list for more songs and album details.