Ladki Pasand Ki Lyrics, Singer & Song Details

Ram Balram 1980 album cover

Ram Balram 1980 Album Details

Vijay Anand
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Rekha, Ajit, Amjad Khan, Prem Chopra,

album songs
Ladki Pasand Ki
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Ladki Pasand Ki Lyrics

Song Title = Ladki Pasand Ki
Movie/album = Ram Balram (1980)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Vijay Anand

Mp3 Song Lyrics

((Ladki pasand ki
Ladki pasand ki
Mushkil se milti hai
Mil gayi
Mil gayi
Ladka pasand ka
Mushkil se milta hai
Mil gaya
Mil gaya
Ladki pasand ki
Mushkil se milti hai
Mil gayi
Mil gaya
Ho mil gayi

Milte hai kitne hi log
Milte hai raahon mein
Khilte hai kitne hi phool
Khilte hai baagon mein
Milte hai kitne hi log
Milte hai raahon mein
Khilte hai kitne hi phool
Khilte hai baagon mein
Dil ka gulab
Dil ka gulab
Dil ka gulab
Mushkil se khilta hai
Khil gaya
Khil gaya
Ladka pasand ka
Mushkil se milta hai
Mil gaya
Mil gayi
Mil gaya

Dilbar jab aate hai paas
Dilbar yeh hota hai
Duniya kar deti hai duur
Aksar yeh hota hai
Unnchi deewar
Unnchi deewar
Unnchi deewar
Yeh mushkil se girti hai
Gir gayi
Gir gayi
Ladki pasand ki
Mushkil se milti hai
Mil gayi
Mil gaya
Ho mil gayi

Hota hai mushkil se mel
Hota hai mushkil se
Milti hai aankh se aankh
Dil milta hai dil se
Lekin naseeb
Lekin naseeb
Lekin naseeb
Yeh mushkil se milta hai
Mil gaya
Mil gaya
Ladka pasand ka
Mushkil se milta hai
Mil gaya
Mil gaya
Ladki pasand ki
Ladka pasand ka
Ladki pasand ki
Ladka pasand ka
Mushkil se milte hai
Mil gaye mil gaye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ladki Pasand Ki

Ladki Pasand Ki is a song from Ram Balram 1980. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Ram Balram 1980 album song list for more songs and album details.