Laakhon Taare Aasmaan Mein Lyrics, Singer & Song Details

Hariyali Aur Rasta 1962 album cover

Hariyali Aur Rasta 1962 Album Details

Vijay Bhatt
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Mala Sinha, Manoj Kumar, Shashikala

album songs
Laakhon Taare Aasmaan Mein
Singer : Mukesh, Lata Mangeshkar

Laakhon Taare Aasmaan Mein Lyrics

Song Title = Lakhon Tare Aasman Mein
Movie/Album Name = Hariyali Aur Rasta (1962)
Singer(s) = Mukesk, Usha Mangeshkar
Lyricist =Shailendra
Music Director = Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai
Film Director = Vijay Bhatt

Song Lyrics

((Mukesh
Lakhon tare, aasman mein, ek magar dhoondhe na mila
Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Dil mera chupchaap jala
Lata
Lakhon tare, aasman mein, ek magar dhoondhe na mila
Ek magar dhoondhe na mila
Ek magar dhoondhe na mila

Mukesh
Qismat ka hai, naam magar hai, kum hai yeh duniya waalon ka
Phoonk diya hai chaman humare khwaabon aur khayalon ka
Ji karta hai khud hi ghonth de, apne armaano ka gala
Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Dil mera chupchaap jala
Lata
Sau-sau sadiyon se lambi yeh, ghum ki raat nahin dhalti
Is andhiyaare ke aage ab, ayi dil ek nahin chalti
Hanste hi lut gayi chaandni, aur uthte hi chaand dhalaa
Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Dil mera chupchaap jala

Mukesh
Maut hai behtar is haalat se, naam hai jiska majboori
Lata
Kaun musaafir tay kar paaya, dil se dil ki yeh doori
Mukesh
Kaantho hi kaantho se guzra, jo raahi is raah chala
Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Dil mera chupchaap jala
Lata
Lakhon tare, aasman mein, ek magar dhoondhe na mila
Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Dil mera chupchaap jala..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Laakhon Taare Aasmaan Mein

Laakhon Taare Aasmaan Mein is a song from Hariyali Aur Rasta 1962. It is sung by Mukesh, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Hariyali Aur Rasta 1962 album song list for more songs and album details.