Laaga Chunari Mein Daag Lyrics, Singer & Song Details

Old Qawwali album cover

Old Qawwali Album Details

Old Qawwali
Roshan, Omi Sonik
Sahir Ludhianvi
Old Qawwali

album songs
Laaga Chunari Mein Daag
Singer : Manna Dey

Laaga Chunari Mein Daag Lyrics

Song Lyrics Title = Laaga Chunari Mein Daag
Movie/Album Name = Dil Hi To Hai
Singer = Manna Dey
Lyricist = Sahir Ludhianvi
Actors = Raj Kapoor , Nutan ,Pram
Music Director = Roshan, Omi Sonik

Mp3 Song Lyrics

(( Laaga, chunari mein daag, chhupaau kaise, laaga, chunari mein daag
Chunari mein daag, chhupaau kaise,
Ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...

Ho gayi maili mori chunariya,
Kore badan si kori chunariya - 2
Aa ... jaake baabul se,
Nazarein milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...

Bhool gayi sab vachan bida ke kho gayi main sasuraal mein aake
Aa ... jaake baabul se,
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...

Kori chunariya aatma mori mail hai maaya jaal -2
Woh duniya more baabul ka ghar,
Ye duniya sasuraal
Haan jaake, baabul se,
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...))

Posted by : {Soni Kumari}

About Laaga Chunari Mein Daag

Laaga Chunari Mein Daag is a song from Old Qawwali. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Roshan, Omi Sonik. Read the lyrics above and view the Old Qawwali album song list for more songs and album details.