Kyun Re Kyun Re II Lyrics, Singer & Song Details

TE3N 2016 album cover

TE3N 2016 Album Details

Ribhu Dasgupta
Clinton Cerejo
Amitabh Bhattacharya
Amitabh Bachchan, Nawazuddin Siddiqui, Vidya Balan

album songs
Kyun Re Kyun Re II
Singer : Clinton Cerejo

Kyun Re Kyun Re II Lyrics

Song Title = Kyun Re Kyun Re II
Movie/album = TE3N (2016)
Singers = Clinton Cerejo
Song Lyricists = Amitabh Bhattacharya
Music Composer = Clinton Cerejo
Director = Ribhu Dasgupta

Mp3 Song Lyrics

((Jaltarang si hasi teri
Sunai de aaj bhi
Khushboo teri nayi nayi
Tere jaane ke baad bhi
Ghar ka woh kona tera
Suna bichhona tera
Tere gairmojudgi mein bhi
Lage hona tera

Kyun re kyun re
Kar gaya tanha mujhe aise
Kyun re kyun re
Kaanch ke lamho ke reh gaye
Reh gaye choore

Teri cheeze ab bhi waise hi rakhta hoon
Baitha sannate mein usnko takta hoon
Jab tak lautungi tab tak rasta dekhunga
Iske alawa karbhi kya sakta hoon
Ungali se mujhko phir se suljaane dena apne
Gusse ghunghrele baalon ke bhure
Kyun re kyun re
Kar gaya tanha mujhe aise
Kyun re kyun re
Kaanch ke lamhon ki reh gaye
Reh gaye choore.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Kyun Re Kyun Re II

Kyun Re Kyun Re II is a song from TE3N 2016. It is sung by Clinton Cerejo. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Clinton Cerejo. Read the lyrics above and view the TE3N 2016 album song list for more songs and album details.