Kyun Mujhe Itni Khushi Lyrics, Singer & Song Details

Anupama 1966 album cover

Anupama 1966 Album Details

Hrishikesh Mukherjee
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Kaifi Azmi
Dharmendra, Sharmila Tagore, Shashikala

album songs
Kyun Mujhe Itni Khushi
Singer : Asha Bhosle

Kyun Mujhe Itni Khushi Lyrics

Song Lyrics Title = Kyun mujhe Itni khushi
Movie / Album Name = Anupama 1966
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Kaifi Azmi
Music Composer = Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director = Hrishikesh Mukherjee
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Kyon mujhe itni kushi de dee, ki ghabaraata hai dil
Kyon mujhe itni kushi de dee, ki ghabaraata hai dil
Kahi machal na jaau, kahi phisal na jaau
Machal na jaau, phisal na jaau
Kyon mujhe itni kushi de dee, ki ghabaraata hai dil

Ek main hoon aur bahaarein beshumaar
Ho na jaaye aaj aanchal taartaar
Ek main hoon aur bahaarein beshumaar
Ho na jaaye aaj aanchal taartaar
Dhak se ho jaata hai mera ji jo itaraata hai dil
Kyon mujhe itni kushi de dee, ki ghabaraata hai dil

Khil gayi hu apni soorat dekhkar
Lag na jaaye mujhko meri hi nazar
Khil gayi hu apni soorat dekhkar
Lag na jaaye mujhko meri hi nazar
Ye vo rut hai jismein apne par khud aa jaata hai dil
Kyon mujhe itni kushi de dee, ki ghabaraata hai dil

Zindagi betaab hai mere liye
Pyaar rangeen khwaab hai mere liye
Zindagi betaab hai mere liye
Pyaar rangeen khwaab hai mere liye
Sab bahak jaate hain jaane kyo, jo bahakaata hai dil
Kyon mujhe itni khushi de dee, ki ghabaraata hai dil
Kyon mujhe itni khushi de dee, ki ghabaraata hai dil...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kyun Mujhe Itni Khushi Video

About Kyun Mujhe Itni Khushi

Kyun Mujhe Itni Khushi is a song from Anupama 1966. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Kaifi Azmi. Music information: Hemanta Kumar Mukhopadhyay. Read the lyrics above and view the Anupama 1966 album song list for more songs and album details.