Kyun Kaise Hua Lyrics, Singer & Song Details

Kaun Kaisey 1983 album cover

Kaun Kaisey 1983 Album Details

Anil Ganguly
Rahul Dev Burman
Gulshan Bawra
Mithun Chakraborty, Ranjeeta Kaur, Deepak Parashar, Anita Raj, Deven Verma, Bina

album songs
Kyun Kaise Hua
Singer : Asha Bhosle

Kyun Kaise Hua Lyrics

Songs Title = Kyo Kaise Hua
Movie/Album = Kaun Kaise (1983)
Singer = Asha Bhosle
Music By = R D Burman
Lyricist = Gulshan Bawra

Mp3 Song Lyrics

((kyu kaise hua ha jo bhi hua
ho pucho na hamse jawani hai yaro
pucho na hamse jawani hai yaro
aise me jo hota hai ho jane do
kyu kaise hua ha jo bhi hua
ho pucho na hamse jawani hai yaro
pucho na hamse jawani hai yaro
aise me jo hota hai ho jane do kyu kaise hua

lagegi jaha uthega dhua ye aag hai pyar ki
chupegi nahi kisi bhi tarah halat mere yar ki
lagegi jaha uthega dhua ye aag hai pyar ki
chupegi nahi kisi bhi tarah halat mere yar ki
fir kyu dare hum aahe bhare hum
fir kyu dare hum aahe bhare hum
raze dil khulta hai khul jane do
kyu kaise hua ha jo bhi hua
ho pucho na hamse jawani hai yaro
aise me jo hota hai ho jane do kyu kaise hua

kisi ki najar kaha pe jami mujhko hai iski khabar
milega nahi kahi bhi tujhe ye husn jane jigar
kisi ki najar kaha pe jami mujhko hai iski khabar
milega nahi kahi bhi tujhe ye husn jane jigar
kis khoj me ho kis mauj me ho
kis khoj me ho kis mauj me ho
aao jara paymane takrane do
kyu kaise hua ha jo bhi hua
ho pucho na hamse jawani hai yaro
aise me jo hota hai ho jane do ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kyun Kaise Hua

Kyun Kaise Hua is a song from Kaun Kaisey 1983. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Gulshan Bawra. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Kaun Kaisey 1983 album song list for more songs and album details.