Kyun Ho Khafa Lyrics, Singer & Song Details

With love Tumhara 2006 album cover

With love Tumhara 2006 Album Details

None
Sudeep Banerjee
None
None

album songs
Kyun Ho Khafa
Singer : Shreya Ghoshal

Kyun Ho Khafa Lyrics

Song Title = Kyun Ho Khafa
Movie/album = With love Tumhara (2006)
Singer(s) = Shreya Ghoshal
Music Director = Sudeep Banerjee
Director = Kamal D Nathani
Producer = Rakesh Bhatia

Mp3 Song Lyrics

((Kyon Hai Khafa 0Oooooo Meharbaan
Guum Ho Gaya Jaane Kahaan
Bewafaa Toh Woh Nahi Hain
Humko Itna Toh Yakeen Hain
Phir Bhi Yeh Duuri Yeh Tanhaai Le Jaaye Meri Jaan
Kyon Hai Khafa O0ooooo Meharbaan
Guum Ho Gaya Jaane Kahaan
Bewafaa Toh Woh Nahi Hain
Humko Itna Toh Yakeen Hain
Phir Bhi Yeh Duuri Yeh Tanhaai Le Jaaye Meri Jaan

Isse Pehle Usne Mujhse Yun Nazar Kabhi Nahi Churaai
Aaj Jaane Kya Huaan Ke Usko Meri Yaad Bhi Naa Aayi
Isse Pehle Usne Mujhse Yun Nazar Kabhi Nahi Churaai
Aaj Jaane Kya Huaan Ke Usko Meri Yaad Bhi Naa Aayi
Pyar Mera Bhul Jaaye
Berukhi Se Durr Jaaye
Phir Bhi Yeh Duuri Yeh Tanhaai Le Jaaye Meri Jaan
Kyon Hai Khafa Ooooooo Meharbaan

Bekhudi Ki Shaam Hai Yeh Raat Intezaar Ki
Hithkiyon Ke Saath Saath Yaad Aa Rahi Hai Pyar Ki
Badh Gayi Hai Bekaraari Chha Rahi Hai Yeh Khumaari
Phir Bhi Yeh Duuri Yeh Tanhaai Le Jaaye Meri Jaan
Kyon Hai Khafa O~ Meharbaan
Guum Ho Gaya Jaane Kahaan
Bewafaa Toh Woh Nahi Hain
Humko Itna Toh Yakeen Hain
Phir Bhi Yeh Duuri Yeh Tanhaai Le Jaaye Meri Jaan
Kyon Hai Khafa Oooooo Meharbaan..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kyun Ho Khafa

Kyun Ho Khafa is a song from With love Tumhara 2006. It is sung by Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to None. Music information: Sudeep Banerjee. Read the lyrics above and view the With love Tumhara 2006 album song list for more songs and album details.