Kyun Aaj Kal Lyrics, Singer & Song Details

7 5 Phere 2005 album cover

7 5 Phere 2005 Album Details

Ishaan Trivedi
Shantanu Moitra
Subrat Sinha
Juhi Chawla, Irfan Khan, Manoj Pahwa, Neena Kulkarni, Anang Desai

album songs
Kyun Aaj Kal
Singer : Antara Chowdhury

Kyun Aaj Kal Lyrics

Song Title = Kyun Aaj Kal
Movie/album = 7 1/2 Phere : More Than A Wedding (2005)
Singers = Antara Chowdhury
Song Lyricists = Subrat Sinha
Music Composer = Shantanu Moitra
Director = Ishaan Trvedi
Music Label = Venus

Mp3 Song Lyrics

((Kyo aajkal aksar kahi ud jata hai ye man mera
Kyo aajkal aksar kahi ud jata hai ye man mera
Mujhe chod kar wo kiske ghar ud jata hai ye man mera

Din kaise gujre jab ye pata ho, din kaise gujre jab ye pata ho
Aane hi wali hai sapno ki manjil, manjil pe koi apna milega
Manjil pe koi apna milega tanha phir to yu rahega nahi dil
Pahle se hi pane ko wo manjil chala ye man mera
Kyo aajkal aksar kahi ud jata hai ye man mera
Mujhe chod kar wo kiske ghar ud jata hai ye man mera

Chutega angan apne sabhi ye, chutega angan apne sabhi ye
Kahta hai ham ho jayenge paraye
Itni khusi si kyu sab ko hai phir
Itni khusi si kyu sab ko hai man me sada ye hame samjhaye
Uljhan meri dekhe magar kuch na kare ye man mera
Kyo aajkal aksar kahi ud jata hai ye man mera
Mujhe chod kar wo kiske ghar ud jata hai ye man mera
Kyo aajkal aksar kahi ud jata hai ye man mera
Mujhe chod kar wo kiske ghar ud jata hai ye man mera...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kyun Aaj Kal Video

About Kyun Aaj Kal

Kyun Aaj Kal is a song from 7 5 Phere 2005. It is sung by Antara Chowdhury. Lyrics are credited to Subrat Sinha. Music information: Shantanu Moitra. Read the lyrics above and view the 7 5 Phere 2005 album song list for more songs and album details.