Kyon Mujhko Neend Nahi Lyrics, Singer & Song Details

Mohabbat Ki Arzoo 1994 album cover

Mohabbat Ki Arzoo 1994 Album Details

K C Bokadia
Laxmikant, Pyarelal
Rani Malik
Zeba Bakhtiar, Rakesh Bedi, Ashwini Bhave, Birbal, Danny Denzongpa, Rishi Kapoor

album songs
Kyon Mujhko Neend Nahi
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Kyon Mujhko Neend Nahi Lyrics

Song Title = Kyun Mujhko Neend Nahin
Movie/Album = Mohabbat Ki Arzoo (1994)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Rani Malik
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = K.C. Bokadia

Mp3 Song Lyrics

((Main ek sawaal puchhun tumse
Main ek sawaal puchhun tumse
Kyun mujhko neend nahin aati aati
Main chain se kabhi jo so sakti
Main chain se kabhi jo so sakti
Tumhe iska matlab iska matlab samjaati
Main ek sawaal puchhun tumse
Kyun mujhko neend nahin aati aati
Main chain se kabhi jo so sakti
Tumhe iska matlab haan iska matlab samjaati

Tumse pyar kar liya ho ho
Tum se pyar karliya dil ki baat maan ke
Aap apni jaan ke aap apni jaan ke
Main ek sawaal puchhun tumse
Ye rog tumne lagaya tha kyun kyun
Ho ho ho ho ho ho
Ilzaam dene se pehle ye soch mujhe
Deewana tumne
Ho tumne banaya tha kyun
Deewana tumne banaya tha kyun

Loot gaya karaar bhi ho oo
Loot gaya karaar bhi
Chain mera kho gaya
Badh gayi bechainiyaa
Jaane ye kya ho gaya
Jaane ye kya ho gaya
Main ik sawaal puchhun tumse
Ye haal tera kaise huaa huaa ho ho
Main na samaj hoon
Kuchh bhi na jaaun
Tujhe ho kuchh tho bhi pata
Pataa to mujh ko bataa
Ho kuch pata to mujhko bata
Main ek sawaal puchhun tumse
Kyun mujhko neend nahin aati aati
Main chain se kabhi jo so sakti
Tumhe iska matlab iska matlab samjaati
Kyun mujhko neend nahin aati
Kyun mujhko neend nahin aati
Kyun mujhko neend nahin aati
Kyun mujhko neend nahin aati.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kyon Mujhko Neend Nahi

Kyon Mujhko Neend Nahi is a song from Mohabbat Ki Arzoo 1994. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Rani Malik. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Mohabbat Ki Arzoo 1994 album song list for more songs and album details.