Kyon Mere Dil Mein Lyrics, Singer & Song Details

Bawre Nain 1950 album cover

Bawre Nain 1950 Album Details

Kidar Nath Sharma
Roshanlal Nagrath
Kidar Nath Sharma
Raj Kapoor, Geeta Bali

album songs
Kyon Mere Dil Mein
Singer : Rajkumari Dubey

Kyon Mere Dil Mein Lyrics

Song Lyrics Title = Kyon Mere Dil Mein
Song Lyrics Movie = Bawre Nain
Singers = Rajkumari Dubey
Song Lyricists =Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Music Composer =Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director =Kidar Nath Sharma
Music Label =Saregama

Mp3 Song Lyrics


Kyon mere dil me dard basaya
Jawab do
Kyon bhole bhale dil ko
Lubhaya jawab do
Kyon mere dil me dard basaya
Jawab do
Kyon bhole bhale dil ko
Lubhaya jawab do

Dil ki kali ko khilne se pehle
Masal diya
Pehle masal diya
Dil ki kali ko khilne se pehle
Masal diya
Pehle masal diya
Kahe hansa hansa ke rulaya
Jawab do
Kyon bhole bhale dil ko
Lubhaya jawab do

Duniya me chha raha hai
Andhera tere bagair
Andhera tere bagair
Duniya me chha raha hai
Andhera tere bagair
Andhera tere bagair
Kyon mere dil kaa dip bujhaya
Jawab do
Kyon mere dil me dard basaya
Jawab do
Kyon bhole bhale dil ko
Lubhaya jawab do

Phuti ghatao woh meree
Khushiya kaha gayi
Meree khushiya kaha gayi
Phuti ghatao woh meree
Khushiya kaha gayi
Meree khushiya kaha gayi
Kyon mujhko pyar ras naa
Aaya jawab do
Kyon mere dil me dard basaya
Jawab do
Kyon bhole bhale dil ko
Lubhaya jawab do.

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Kyon Mere Dil Mein

Kyon Mere Dil Mein is a song from Bawre Nain 1950. It is sung by Rajkumari Dubey. Lyrics are credited to Kidar Nath Sharma. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Bawre Nain 1950 album song list for more songs and album details.