Kyon Ki Itna Pyar Female Lyrics, Singer & Song Details

Kyon Ki 2005 album cover

Kyon Ki 2005 Album Details

Priyadarshan
Himesh Reshammiya
Sameer
Salman Khan, Kareena Kapoor, Rimi Sen, Jackie Shroff, Sunil Shetty

album songs
Kyon Ki Itna Pyar Female
Singer : Alka Yagnik

Kyon Ki Itna Pyar Female Lyrics

Song Title = Kyon Ki Itna Pyar Female
Movie/album = Kyon Ki... (2005)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Priyadarshan
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo
Ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Tune o jaana deewana kiya hain
Deewana kiya is kadar
Deewana kiya is kadar
Chahat mein teri bhulaya jahaan ko
Na dil ko kisiki khabar
Na dil ko kisiki khabar
Rago mein mohabbat ka ehsaas jara bhar lo
Ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Tumse hain saansein tumse hain dhadkan
Tumhise hain deewangi
Tumhise hain deewangi
Rab ne hame di hain tumhare liye zindagi
Tumhare liye zindagi
Wada sang jeene ka tum jaane jigar kar lo
Ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain ham.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kyon Ki Itna Pyar Female

Kyon Ki Itna Pyar Female is a song from Kyon Ki 2005. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Kyon Ki 2005 album song list for more songs and album details.