Kyon Jee Mujhe Pehchaana Lyrics, Singer & Song Details

Boy Friend 1961 album cover

Boy Friend 1961 Album Details

Naresh Saigal
Jaikishan , Shankar
Shailendra
Shammi Kapoor, Madhubala, Dharmendra

album songs
Kyon Jee Mujhe Pehchaana
Singer : Mohammed Rafi

Kyon Jee Mujhe Pehchaana Lyrics

Song Lyrics Title = Kyon Jee Mujhe Pehchaana
Song Lyrics Movie = Boy friend 1961
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Naresh Saigal
Music Label = Saregama
Release on = 25th August, 1961

Mp3 Song Lyrics

((Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana

Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana
Mai bhi dilwala, kisi ka matwala
Jara meri bhi sun ja na aa

Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana
Main bhi dilwala, kisi ka matwala
Jara meri bhi sun ja na aa
Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana

Jaao na meri surat per
Ye sab hai jardish ka asar
Jaao na meri surat per
Ye sab hai jardish ka asar
Andar se kuchh aur hu mai
Aata hu kuchh aur najar

Kyo ji mujhe pahchana
O ho, nahi pahchana
Main bhi dilwala, kisi ka matwala
Jara meri bhi sun ja na
Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana

Sidhi sidhi rah nahi
Aur manzil ki chah nahi
Sidhi sidhi rah nahi
Aur manzil ki chah nahi
Hum to hai pyar ke parvane
Jaan gayi parwaah nahi

Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana
Main bhi dilwala, kisi ka matwala
Jara meri bhi sun ja na
Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana

Dil hai dil per marta hu
Baat bhi sachi karta hu
Dil hai dil per marta hu
Baat bhi sachi karta hu
Galat na samjho aaj agar
Samne aaker darta hu

Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana
Main bhi dilwala, kisi ka matwala
Jara meri bhi sun ja na
Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana
Kyon ji mujhe pehchana
O ho, nahi pahchana..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kyon Jee Mujhe Pehchaana

Kyon Jee Mujhe Pehchaana is a song from Boy Friend 1961. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan , Shankar. Read the lyrics above and view the Boy Friend 1961 album song list for more songs and album details.