Kya Yaad Karonge Lyrics, Singer & Song Details

Pyar Ka Rog 1994 album cover

Pyar Ka Rog 1994 Album Details

Akashdeep
Bappi Lahiri
Rani Malik
Ravi Behl, Bindu, Hemlata Deepak

album songs
Kya Yaad Karonge
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Kya Yaad Karonge Lyrics

Song Title = Kya Yaad Karoge
Movie/album = Pyar Ka Rog (1994)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Rani Malik
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Akashdeep

Mp3 Song Lyrics

((Ja jake kaha minnate fariyaad karoge
Lo humne tumhe dil diya kya yaad karoge
Ja jake kaha minnate fariyaad karoge
Lo humne tumhe dil diya kya yaad karoge
Ja jake kaha minnate fariyaad karoge
Lo humne tera dil liya kya yaad karoge
Kya yaad karoge kya yaad karoge
Kya yaad karoge kya yaad karoge

Ehshan yeh manoge tumhe samjha hai kabil
Yeh apna zigar hai ke tumhe de diya yeh dil
Ehshan yeh manoge tumhe samjha hai kabil
Yeh apna zigar hai ke tumhe de diya yeh dil
Jo kha ke taras tumpe yeh dil hum bhi na dete
Heran pareshan se tanha yuhi firte
Ab khao kasam
Ab khao kasam isko na barbad karoge
Lo humne tumhe dil diya kya yaad karoge
Ja jake kaha minnate fariyaad karoge
Lo humne tera dil liya kya yaad karoge
Kya yaad karoge kya yaad karoge
Kya yaad karoge kya yaad karoge

Chhodo bhi yeh jhagda aji
Iss baat pe takraar
Iss umar ke iss mod pe
Karte hai sabhi pyar
Chhodo bhi yeh jhagda aji
Iss baat pe takraar
Iss umar ke iss mod pe
Karte hai sabhi pyar
Dil tumne liya hai aur na humne liya hai
Sab karte hai jo humne
Wohi kaam kiya hai
Tum kadar meri
Tum kadar meri jaan ke hi baad karoge
Lo humne tera dil liya kya yaad karoge
Ja jake kaha minnate fariyaad karoge
Lo humne tumhe dil diya kya yaad karoge
Ja jake kaha minnate fariyaad karoge
Lo humne tera dil liya kya yaad karoge
Kya yaad karoge kya yaad karoge
Kya yaad karoge kya yaad karoge.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kya Yaad Karonge

Kya Yaad Karonge is a song from Pyar Ka Rog 1994. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Rani Malik. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Pyar Ka Rog 1994 album song list for more songs and album details.