Kya Soch Rahe Ho Tum Lyrics, Singer & Song Details

Raaz 1967 album cover

Raaz 1967 Album Details

Ravindra Dave
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Noor Dewasi
Rajesh Khanna, Babita

album songs
Kya Soch Rahe Ho Tum
Singer : Mohammed Rafi, Krishna Kalle

Kya Soch Rahe Ho Tum Lyrics

Song Title = Kya Soch Rahe Ho Tum
Movie/album = Raaz (1967)
Singers = Mohammed Rafi, Krishna Kalle
Song Lyricists = Noor Dewasi
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Ravindra Dave

Mp3 Song Lyrics

((kya soch rahe ho tum nahi kuch nahi
sochta hu ki tumhe maine kahi dekha hai
yaad karta hu magar yaad nahi aata
mere humraj mujhe tumne vahi dekha hai
dil jaha hosh me reh kar bhi behek jata hai
jane kya baat hai hum jab mila karte hai
dil me chupke se koi chot ubhar aati hai
dil se dil milte hai afsane bana karte hai
or takdir mohabbat ki savar jati hai

apne chehre pe mere khawabe paresha ki tarah
aaj in reshmi julfo ko machal jane do
dil me uthte hue jazbaat ke tufa ki tarah
aaj har khawab hakikat me badal jane do

vo jo ehsaas tha halka sa ke tum gair nahi
aaj vo ek yaki banta sa nazar aata hai
kho diya jo kabhi yaad ki surat me kahi
aaj vo pyar mujhe milta nazar aata hai
aaj vo pyar mujhe milta nazar aata hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kya Soch Rahe Ho Tum

Kya Soch Rahe Ho Tum is a song from Raaz 1967. It is sung by Mohammed Rafi, Krishna Kalle. Lyrics are credited to Noor Dewasi. Music information: Anandji, Kalyanji Virji Shah. Read the lyrics above and view the Raaz 1967 album song list for more songs and album details.