Kya Roop Hai Tera Lyrics, Singer & Song Details

Raja Ki Aayegi Baaraat 1997 album cover

Raja Ki Aayegi Baaraat 1997 Album Details

Ashok Gaikwad
Aadesh Shrivastava
Sameer
Rani Mukerji, Shadaab Khan

album songs
Kya Roop Hai Tera
Singer : Poornima, Udit Narayan

Kya Roop Hai Tera Lyrics

Song Title = Kya Roop Hai Tera
Movie/album = Raja Ki Ayegi Baraat (1997)
Singers = Sushma Shrestha (Poornima), Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Aadesh Shrivastava
Director = Ashok Gaikwad

Mp3 Song Lyrics

((Kya roop he tera, kya rang he tera
Kya roop he tera, kya rang he tera
Tu gazab ki chij sanam
Tujko to paane ke khatir
Kuch bhi kar jaayenge hum

Kya roop he tera, kya rang he tera
Kya roop he tera, kya rang he tera
Tu mera maheboob sanam
Tujko to paane ke khatir
Kuch bhi kar jaayenge hum

Jhulfe resham teri, chahera tera khub
Jaise badlo se chal ke aai dhoop
Chahe jitna bhi tu mujse ho anjaan
Khusbu de deti he phoolo ki pahechan haay
Tere badan ki daali masti me laheraye
Tere gore tan pe chanda bhi sarmaye
Badle saara aalam jab loo tera naam
Tera saath hai jaise ho rango ki shaam

Kya roop he tera, kya rang he tera
Kya roop he tera, kya rang he tera
Tu mera maheboob sanam
Tujko to paane ke khatir
Kuch bhi kar jaayenge hum

Sangam saat sooro ka tere sath lage
Tu hai rim zim saawan ye ahesaas lage
Teri ek aahat se mann mera jhoome
Jaise subha ki kirne dharti ko chume
Tere khatir mera ye deewaana pan
Sahil se takraye jaise lahero ka daaman
Tere aajane se armaan khil jaaye
Nadi koi sagar me jaise mil jaaye

Kya roop he tera, kya rang he tera
Kya roop he tera, kya rang he tera
Tu gazab ki chij sanam
Tujko to paane ke khatir
Kuch bhi kar jaayenge hum
Kya roop he tera, kya rang he tera
Kya roop he tera, kya rang he tera
Tu mera maheboob sanam
Tujko to paane ke khatir
Kuch bhi kar jaayenge hum
Kuch bhi kar jaayenge hum..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kya Roop Hai Tera

Kya Roop Hai Tera is a song from Raja Ki Aayegi Baaraat 1997. It is sung by Poornima, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Raja Ki Aayegi Baaraat 1997 album song list for more songs and album details.