Kya Raat Suhaani Hai Lyrics, Singer & Song Details

Alif Laila 1953 album cover

Alif Laila 1953 Album Details

K. Amarnath
Shyam Sundar
Sahir Ludhianvi
Maya Devi, Gope, Vijay Kumar

album songs
Kya Raat Suhaani Hai
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Kya Raat Suhaani Hai Lyrics

Song Lyrics = Kya Raat Suhaani Hai
Song Lyrics Movie or Album = Alif Laila
Singer(s) = Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Lyricist = Sahir Ludhianvi
Music Director = Shyam Sunder
Film Director = K Amar Nath


Mp3 Song Lyrics

((Kya Raat Suhaani Hai, Kya Raat Suhaani Hai
aaj Zamaane Ki Har Shai Pe Javaani Hai
anamol Nishaani Hai, Anamol Nishaani Hai
tu Meri Ulfat Ke Kwaabon Ki Javaani Hai

kuchh Kah Do Nigaahon Mein, Kuchh Kah Do Nigaahon Mein
aaj Simat Aao Tarasi Huyi Baahon Mein
kuchh Kah Do Nigaahon Mein

hasarat Hai Nigaahon Mein, Hasarat Hai Nigaahon Mein
door Kahin Chal Duun Chhup Kar Teri Baahon Mein
taqadir Sambhal Jaaye, Taqadir Sambhal Jaaye
gar Mere Sine Par Ye Zulf Machal Jaaye

ye Raat Na Dhal Jaaye, Ye Raat Na Dhal Jaaye
subah Ke Taare Ki Niyat Na Badal Jaaye
kya Raat Suhaani Hai, Kya Raat Suhaani Hai
aaj Zamaane Ki Har Shai Pe Javaani Hai
kya Raat Suhaani Hai..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kya Raat Suhaani Hai Video

About Kya Raat Suhaani Hai

Kya Raat Suhaani Hai is a song from Alif Laila 1953. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Shyam Sundar. Read the lyrics above and view the Alif Laila 1953 album song list for more songs and album details.