Kya Pyar Nibhaoge Lyrics, Singer & Song Details

Bezubaan album cover

Bezubaan Album Details

Bezubaan
Jugal Baba
None
Bezubaan

album songs
Kya Pyar Nibhaoge
Singer : Manhar Udhas

Kya Pyar Nibhaoge Lyrics

Song Lyrics Title = Kya Pyar Nibhaoge
Movie/Album Name = Bezubaan
Singers = Manhar Udhas
Song Lyricists = N/A
Music Director = Jugal Baba
Music Label = Universal Music
Starring = Manhar Udhas

Mp3 Song Lyrics

(( Kya pyar nibhaoge tumhein jaan gaye hain
Kya pyar nibhaoge tumhein jaan gaye hain
Tum kitane wafadar ho
Tum kitane wafadar ho pehchaan gaye hain
Kya pyar nibhaoge tumhein jaan gaye hain

Hain ishq arar mein to kinaare se lagegi
Hain ishq arar mein to kinaare se lagegi
Kashti meri lekar abhi tufaan gaye hain
Tum kitane wafadar ho
Tum kitane wafadar ho pehchaan gaye hain
Kya pyar nibhaoge tumhein jaan gaye hain

Wo noor hain jo tujhmein jo kisi mein bhi nahi hain
Wo noor hain jo tujhmein jo kisi mein bhi nahi hain
Dilbar ye farishte bhi tumhen maang gaye hain
Tum kitane wafadar ho
Tum kitane wafadar ho pehchaan gaye hain
Kya pyar nibhaoge tumhein jaan gaye hain

Tanhaa nahi mehfil mein marije game ulfat
Tanhaa nahi mehfil mein marije game ulfat
Mehfil se teri sab hi pareshan gaye hain
Tum kitane wafadar ho
Tum kitane wafadar ho pehchaan gaye hain
Kya pyar nibhaoge tumhein jaan gaye hain.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Kya Pyar Nibhaoge

Kya Pyar Nibhaoge is a song from Bezubaan. It is sung by Manhar Udhas. Lyrics are credited to None. Music information: Jugal Baba. Read the lyrics above and view the Bezubaan album song list for more songs and album details.