Kya Pila Diya Tune Mujhe Lyrics, Singer & Song Details

Sau Saal Beet Gaye 1970 album cover

Sau Saal Beet Gaye 1970 Album Details

None
Usha Khanna
Indeevar
Helen, Ashok Kumar

album songs
Kya Pila Diya Tune Mujhe
Singer : Asha Bhosle

Kya Pila Diya Tune Mujhe Lyrics

Song Title = Kya Pila Diya Tune Mujhe
Movie/Album = Sau Saal Beet Gaye 1970
Singers =Asha Bhosle
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Usha Khanna
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kya pila diya mujhe tune kya pila diya
Kya pila diya mujhe tune kya pila diya
Aag bujhane ke bahane dil ala diya
Aag bujhane ke bahane dil jala diya
Giya lara giya lara giya lara giya lara
Giya lara giya lara giya lara

Laaz thi aankhon mein aaj hai masti
Jhum uthi re dil ki basti
Laaz thi aankhon mein aaj hai masti
Jhum uthi re dil ki basti
Yaad ne teri mujhe sab kuch bhula diya
Yaad ne teri mujhe sab kuch bhula diya
Aag bujhane ke bahane dil ala diya
Aag bujhane ke bahane dil jala diya
Giya lara giya lara giya lara giya lara
Giya lara giya lara giya lara

O jasuli o lachhuli o baruli o saruli
Din ko bhi sapne dekhe akhiya
Bhar gayi mere tan mein bijliya
Din ko bhi sapne dekhe akhiya
Bhar gayi mere tan mein bijliya
Deke sahara mujhe tune dagmaga diya
Deke sahara mujhe tune dagmaga diya
Aag bujhane ke bahane dil ala diya
Aag bujhane ke bahane dil jala diya
Giya lara giya lara giya lara giya lara
Giya lara giya lara giya lara na ji na

Hoth jal gaye pyas wo bhari
Peeke bhi sagar aag na bujhi
Hoth jal gaye pyas wo bhari
Peeke bhi sagar aag na bujhi
Sholo se yu khelna mujhe kyo sikha diya
Kya pila diya mujhe tune kya pila diya
Aag bujhane ke bahane dil jala diya
Aag bujhane ke bahane dil jala diya
Giya lara giya lara giya lara giya lara
Giya lara giya lara giya lara.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kya Pila Diya Tune Mujhe

Kya Pila Diya Tune Mujhe is a song from Sau Saal Beet Gaye 1970. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Sau Saal Beet Gaye 1970 album song list for more songs and album details.