Kya Mila Hai Sila Lyrics, Singer & Song Details

Himmatvar 1996 album cover

Himmatvar 1996 Album Details

Talat Jani
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
None
Dharmendra, Hitesh, Rubaina Khan

album songs
Kya Mila Hai Sila
Singer : Alka Yagnik

Kya Mila Hai Sila Lyrics

Song Title = Kya Mila Hai Sila
Movie/album = Himmatvar (1996)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = None
Music Director = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Talat Jani

Mp3 Song Lyrics

((Kya mila hai sila ishq mein
Do ghadi ki mulakat mein
Umar bhar ke sitam de gaye hai
Do ghadi ki mulakat mein
Umar bhar ke sitam de gaye hai

Kya mila hai sila ishq mein
Kya mila hai sila ishq mein
Kya mila hai sila ishq mein
Kya mila hai sila ishq mein
Pyar mangna ghoom de gaye hai
Do ghadi ki mulakat mein
Umar bhar ke sitam de gaye hai

Hoke tumse juda hum to rote rahe
Tum gaye to zamane ki khushiya gayi
Aasuo ki barasti ghataye
Aasuo ki barasti ghataye
Aap hamko sanam de gaye hai
Kya mila hai sila ishq mein
Kya mila hai sila ishq mein
Kya mila hai sila ishq mein
Kya mila hai sila ishq mein
Pyar manga tha ghoom de gaye hai
Do ghadi ki mulakat mein
Umar bhar ke sitam de gaye hai

Hum tumhari wafa
Pe bharosha kiye
Bhool baithe
Mohabbat mein dono jaha
Haa haa
Todna chahe ab to na tute
Todna chahe ab to na tute
Aap aise bharam de gaye hai
Kya mila hai sila ishq mein
Kya mila hai sila ishq mein
Kya mila hai sila ishq mein
Kya mila hai sila ishq mein
Pyar mangna ghoom de gaye hai
Do ghadi ki mulakat mein
Umar bhar ke sitam de gaye hai
Kya mila hai sila ishq mein
Pyar mangna ghoom de gaye hai
Pyar mangna ghoom de gaye hai
Pyar mangna ghoom de gaye hai
Pyar mangna ghoom de gaye hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kya Mila Hai Sila

Kya Mila Hai Sila is a song from Himmatvar 1996. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Himmatvar 1996 album song list for more songs and album details.