Kya Meri Prem Kahani Lyrics, Singer & Song Details

Prem Kahani 1975 album cover

Prem Kahani 1975 Album Details

Raj Khosla
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Rajesh Khanna, Shashi Kapoor, Mumtaz

album songs
Kya Meri Prem Kahani
Singer : Lata Mangeshkar

Kya Meri Prem Kahani Lyrics

Song Title = Kya Meri Prem Kahani
Movie/album = Prem Kahani (1975)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Raj Khosla

Mp3 Song Lyrics

((Sharam aati hai mujhko saheli
Naya ghar hai main dulhan naweli
Baat mann ki jo hai ek paheli
Rahne do ise tum paheli
Kya meri prem kahani
Nadiya se bichhada pani
Nadiya se bichhada pani
Kya meri prem kahani
Nadiya se bichhada pani
Nadiya se bichhada pani

Chhut jati hai babul ki galiya
Dur sanjog le jate hai
Phul banti hai jab khilke kaliya
Tod ke log le jate hai
Ek raja le aaya banake mujhe rani
Nadiya se bichhada pani
Nadiya se bichhada pani

Jane kis kis gali se gujarke
Ghar sajan ke barat aayi
Sab sathi purane wah ichhute
Yaad unki mere sath aayi
Ye jo aasu hai hai unhi ki nishani
Nadiya se bichhada pani
Nadiya se bichhada pani

Gaya karti jo mayke mein dulhan
Ab wo geet yaad aate hai
Kis tarah yaad aate hai dusman
Kis tarah meet yaad aate hai
Jan nilkengi tab dil se yade purani
Nadiya se bichhada pani
Nadiya se bichhada pani
Kya meri prem kahani
Nadiya se bichhada pani
Nadiya se bichhada pani.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kya Meri Prem Kahani

Kya Meri Prem Kahani is a song from Prem Kahani 1975. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Prem Kahani 1975 album song list for more songs and album details.