Kya Mausam Aaya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Anari 1993 album cover

Anari 1993 Album Details

K. Murali Mohana Rao
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Venkatesh, Karisma Kapoor

album songs
Kya Mausam Aaya Hai
Singer : Udit Narayan, Sadhana Sargam

Kya Mausam Aaya Hai Lyrics

Song Lyrics = Kya Mausam Aaya Hai
Movie or Album = Anari - 1993
Singer(s) = Udit Narayan, Sadhana Sargam
Music Director(s) = Anand Milind
Lyricist(s) = Sameer


Mp3 Song Lyrics

((kya mausam aaya hai - 2
purab se mastani purwai chali, khushabu se mehaki hai phulo kee gali
git gaye nadiya lehro me hai sargam
hai ghata diwani bundo me hai chham chham) - (2)
kya mausam aaya hai........

(mehlo kee rani dukh se begani lag jayey naa dhup tujhe
uda uda jau sabako batayu dhup lage hai chhav mujhe) - (2)
kanto se ho jayey panv naa ghayal, kanto pe nachungi bandhke mai payal
ghar nahee hai yeh toh kutiya hamari hai
yeh teri katiya toh mehlo se pyari hai
(kya mausam aaya hai - 2
purab se mastani purwai chali, khushabu se mehaki hai phulo kee gali
git gaye nadiya lehro me hai sargam
hai ghata diwani bundo me hai chham chham) - (2)
kya mausam aaya hai........

(behte pawan ke ujale gagan ke jee karta hai sath chalu
chikani dagar hai girne kaa dar hai tham ke tera hath chalu) - (2)
dharti pe bikhare hai os ke moti, yeh teri boli toh sur naye piroti
dard kaa o aangan mai chhod ke aayi, kya tujhe jannat kee ronak nahee bhai
(kya mausam aaya hai - 2
purab se mastani purwai chali, khushabu se mehaki hai phulo kee gali
git gaye nadiya lehro me hai sargam
hai ghata diwani bundo me hai chham chham) - (2)
kya mausam aaya hai........ ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kya Mausam Aaya Hai

Kya Mausam Aaya Hai is a song from Anari 1993. It is sung by Udit Narayan, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Anari 1993 album song list for more songs and album details.