Kya Lenge Aap Lyrics, Singer & Song Details

Dafaa 302 1975 album cover

Dafaa 302 1975 Album Details

K. Shrivastava
Laxmikant, Pyarelal
Indeevar
Randhir Kapoor, Rekha, Ajit

album songs
Kya Lenge Aap
Singer : Asha Bhosle

Kya Lenge Aap Lyrics

Song Title = Kya Loge Aap
Movie/Album = Dafaa 302
Singer = Asha Bhosle
Music By = Laxmikant Pyarelal
Lyricist = Indeevar

Mp3 Song Lyrics

((ayiye are ayiye na tasrif layiye
kamal hai pahli bar aye hai hamare ghar ap
aji pahli bar hua hai apse milap
kahiye kahiye na, kahiye kahiye na
kya lenge ap kuch to lena padega
kya lenge ap kuch to lena padega
khidmat ka moka hame dena padega
kya lenge ap kuch to lena padega
kya lenge ap kuch to lena padega

maykhane wali hai paimane wali hai
akho ki lali hai najro ki pyali hai
kya lenge ap kuch to lena padega
kya lenge ap kuch to lena padega

dosti na sahi dusmani hi sahi
kuch to rista mere sath rakhiye
ap ki bat par sochungi kabhi ap pahle meri bat rakhiye
aise hi na jane dungi aisa na chalega
kya lenge ap kuch to lena padega
kya lenge ap kuch to lena padega

ham hai khuda ki tarah akele
aao aao na kyu ghabrate ho
kya hamse koi khata ho gayi
kuch naraj najar ate ho
kya lenge ap kuch to lena padega
khidmat ka moka hame dena padega
kya lenge ap kuch to lena padega

apna ghar janiye gair mat maniye
baithiye thoda aram kijiye
koi paigam hai hamse kya kam hai
saf kahiye takaluf na kijiye
aise hi na jane dungi aisa na chalega
kya lenge ap kuch to lena padega
kya lenge ap kuch to lena padega

ane ki fursat mili bahut dino ke bad
par badi umar hai apki abhi kiya tha yad
apke bangle par aa gayi mai agar
kya karenge nahi ap khatir
dekhenge kuch yaha milta hai kuch waha
jindagi ek soda hai akhir
aise hi na jane dungi aisa na chalega
kya lenge ap kuch to lena padega
kya lenge ap kuch to lena padega
maykhane wali hai paimane wali hai
akho ki lali hai najro ki pyali hai
kya lenge ap kuch to lena padega
kya lenge ap kuch to lena padega..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kya Lenge Aap

Kya Lenge Aap is a song from Dafaa 302 1975. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Dafaa 302 1975 album song list for more songs and album details.